MAS'ALA NIYAZ OR FAATEHA

on Saturday, July 14, 2012
  ‎"WAHABIYO PADHO AUR SAMJHO"
Question:
Kya Niaz karna Jaiz he?Or Kya Sahaba Niaz karte thay?

Ans:
G HAAN Jaiz he Or SAHABA NIAZ KARTE THE -
Hazrat Ali (Radi ALLAHO Anho)ne kia SARKAR (Salallaho alehiwsllam) ke Naam se aik meendha zibah kia kerte thay
Allah ki bargah me.
(Jamay Tirmizi, jild#1,Pg#538. Sunan Abu-Dawood, jild#2,Pg#29)
*************** *************** ****************************************
Qur'an:
Tera Rab khub jaanta hai koun Behka uski Raah se, aur woh khub jaanta hai hidaayat walon ko
"TO KHAAO USME SE JIS PAR ALLAH KA NAAM LIYA GAYAA AGAR TUM USKI AAYAATE MAANTE HO."
Aur tumhe kya hua ke unme se na khao jispar ALLAH ka NAAM liya gaya,
[ SURAH ANA'AM (SURAH.6, PARA.8): 117-119 ]
NIYAAZ JAIZ HAI...!
AB KOI WAHAABI PUCHHE:
NIYAAZ PAKANAA QURAAN ME KAHA HAI ??
TO YE AAYAAT BATAANA...
************************************************************************


Dekho wahaabiyon aur agar hidaayat mile to darsh hasil karo.
Mar gayaa Mardood,Na Fatiha,Na darood.
ALLAH AZZAWAJAL IRSHAD FARMATA HAI:
QURAN:
"Jo Khuchh RASOOL Tumhe
Ata Farmae Lelo Or
Jis Chiz Se Roke Ruk Jao
>PARA 28: RUKUA 4<
Fir ye kaisaa NALAYAK ummati hai jo rasoolallah se Mangne ko SHIRK kehtaa hai?? ?? ??
NAJDIYON WAHABIYON SHARMKARO ! ! !
**************************************************************************
Qur'an:
"Aey MEHBUB
Maine Tumhare Zikr Ko ApnaZikr Thehra Diya
Jisne Tumhara Zikr Kiya UsneMera Zikr Kiya"
(QURAN-1:12)
QURAAN KA TARJUMA KISKAA SAHI HAI???
>>
IN MUNAFIQO NE QURAN PAK KA TARJUMA KARTE WAQT BHIGUSTAKHI KARNE SE IJTINAABNHI KARA OR ALLAH KO FAREB DENE WALA, DHOKADENE WALA, DAGA DENE WALALIKH DIA:
{para# 5, sura-e- nisa,ayat# 142}
.*************************************************************************
1) madarsa-e-deoba nd k saddar
"MEHMOOD UL HASAN"
ne is ayat ka tarjuma u kia,
"MUNAFIQEEN DAGA BAZI KARTE HAIN ALLAH SE OR ALLAH BHI UNKO DAGA DEGA"
.

2) JAMAT-E-ISLAMI jisko follow karti hai us
"MODOODI"
ne is likha,
"YE MUNAFIQ ALLAH SE DHOKABAZI KAR RAHE HAIN HALANKE DER HAQIQAT ALLAH HI NE UNHE DHOKE ME DAAL RAKHA HAI"


3)"WAHEED UZ ZAMAN ahle hadis"ne likha,
"MUNAFIQ SAMJHTE HAIN K WO ALLAH KO FAREB DETE HAIN OR(lekin ye nhi jante k)ALLAH TA'ALA UNKO FAREB DERAHA HAI"
.

magar sunnio k IMAAM ASHIQ-E-RASOOL, AALA HAZRAT is ayat ka sahi tarjuma karte huwe likhtae hain,

>>>"BESHAK MUNAFIQ LOG APNE GUMAAN ME ALLAH KO FAREB DENA CHAHTE HAIN OR WOHI(ALLAH) UNKO GHAFIL KARKE MAREGA"<<<

SubhanALLAH,.ab ghor karen jo log QURAN ko sahi tarha na samjh sake or gustakhiankardin to aese log deen ko kia samjhe hogen??????????
faisla khud kijiye or share karke bhole bhaley musalmano ko in gumraho se mehfooz rakhen.
<jiske dil me sahi islaam ki mohabbat hogi woh aisa zootha wahaabi dharam zaroor chhod dega...ye sab tarjume dekhne ke baad>


QABR-A-ANWAR SE AWAAZ•
HIQAYAT:-
Hazrat Ali Radi-Allahu-Ta' aala-Anhu Farmate Hain, Jab Huzoor SALLALLAHU-TA'A ALA-ALAIHI-WASA LLAM Ke Dafn-A-Mubarak Se Farig Hue To 3 Roz Ke Baad Ek Arbi Qabr-A-Anwar Per Haazir Hua Aur Qabr-A-Anwar Ke Saamne GirkerQabr-A-An war Ki Khaak Apne Sir Per Daalne Laga Aur Fir Kehne Laga-
Ya Rasoolallah! Jo Kuch Aapne Farmaya Humne Suna Aur Aapki Jabaani Humne Quraan Ki Yeh Aayat Bhi Suni!
TARJUMA:-"Jo Log Apni JaanoPer Zulm Ker Baithe Wo Aapke Paas Haazir Ho"
Bas Aye ALLAH Ke Rasool! SALLALLAHU-TA'A ALA-ALAIHI-WASA LLAM Main Apni Jaan Per Zulm Ker BaithaHoon Aur Ab Gunahon Ki MuafiKeliye Aapke Paas Aaya Hoon! Arbi Ne Yeh Kaha To Qabr-A-Anwar Se Awaaz Aayi, Jao! ALLAH Ne Tumeh Baksh Diya!
(Hujjatullah Alal-Aalamin Pg-777)
*************** *************** ***
SABAK:-
Hamare Huzoor SALLALLAHU-TA'A ALA-ALAIHI-WASA LLAM Ka Darbaar-A-Rehma t, Visaal Sharif Ke Baad Bhi Ba-DasturLaga Hua Hain! Huzoor Apne Visaal Sharif Ke Baad Bhi Gunahgaron
Keliye Zariya-A-Najaat Aur Mamba-A-Fuiyyuz Wa Barkaat Hain! Aaj Bhi Hum Huzoor SALLALLAHU-TA'A ALA-ALAIHI-WASA LLAM Ke Ba-Dastur Mohtaaj Hain!
*
Hadees :
Meri ummat ke tamam gunah ALLAH ta’ala bakhsh dega,
Siwae un logo ke jo gunah kar ke logo ko fakhr se batae ke hum ne ye gunah kiya hai.
(Sahih Bukhari, Hadees No. 6069)
Insan se gunah hote rehte hain, Sagirah – kabirah, Anjane me – jaanbuz kar
Jab banda sachi tauba karta hai to Allah ta’ala use muaf farma deta hai.
Lekin jo jaanbuz kar khule aam ya elaniya gunahe kabirah karta rehta hai wo Fasiq hai aur Fasiq amali munafiq hai aur use ye ehsasnahi hota ke main
gunah karke apne rabb ki nafarmani kar raha hu.
Allah ta’ala usko muaf nahi karta.
Allah ta’ala sab ko har gunahse bachne ki aur apne gunaho ki sachi tauba karne ki tuafiq ata farmae.
Aameen.
                                                                                                           


0 comments:

Post a Comment

rts

print

Popular Posts