Showing posts with label RADD E WAHABIYA. Show all posts
Showing posts with label RADD E WAHABIYA. Show all posts

TAQWIYATUL IMAN KI KUFRI IBARATON KA SABOOT

on Thursday, April 9, 2015


WAHABIYAT KO HINDUSTAN ME LANE WALA PEHLA SHAKHS ISMAIL DEHLVI HAI
JISNE IBNE ABDUL WAHAB NAJDI KI KITAB KITABUTTOHEED KA URDU ME TARJUMA KIYA JISE TAQWIYATUL IMAN KE NAAM SE JANA JATA HAI..........YAHAN APKE SAMNE WAHI KITAB PESH KI JA RAHI HAI KHUD DEKH LEIN IS KITAB ME PYARE NABI KI KIS QADAR TAUHEEN KI GAYI HAI ...AAP KHUD PADHEN KI KYON AHLE SUNNAT WAHABIYON KO KAAFIR KEHTE HEIN?



IN IBARATON KO DEKHNE KE BAAD AAP KHUD HI FAISLA KIJIYE KI KYA YE LOG MUSALMAN HAIN?

DEOBANDI AQAID

on Saturday, April 4, 2015
AQEEDA # 1:
"Gaib ki baaton ka jesa Ilm Huzoor (Aleh Salaam) ko hai, aesa Ilm Zed O Umar, bachon aur Paglon ko, balkay tamaam jaanwaron ko haasil hai, Rasool Ki Takhsees nahin"
Hawalay k liye dekhiye kitaab ( Hifzul Eemaan, Page: 8, Musannif: Molvi Ashraf Ali Thanvi, Shae Karda: Kutub Khana Ashrafiya Company Deoband aur Kutub Khana Aezaziya Deoband)
AQEEDA # 2:
"Huzoor (Aleh Salaam) ko Aakhri Nabi samajhna Awaam ka khayal hai, Ahl E Ilm ka nahin"
( Tehzeer Un Naas, Page: 3, Musannif: Molvi Muhammad Qasim Sahab Nanatwi, Shae Karda: Kutub Khana Aezaziya Deoband)
AQEEDA # 3:
"Huzoor (Aleh Salaam) k baad koi Nabi peda hojae to phir b Khatmiyat E Muhammadi main kuch faraq na aaega"
(Tehzeer Un Naas, Page: 25)
Note: Yahi Aqeedah Qadiyaniyon ka b hai

FITNA-E-WAHABIYA KI HAQEEQAT

on Monday, March 30, 2015
                          
           





       

              Wahhabiyat-o-Najdiyat Fitney ki Peshan Goi


   


Aayiye Deikhate Hein Wahabiyat Ki Paishingoyi Aur Iska Paishawa Mohamad Bin Abdul Wahab Najdi Ka Zahoor.



01) NABI (Sallallahu Alaihi Wasallam ) k pas ek Gustakh aya jiski Darhi Ghani,sir munda (takla), Tehband TAKHNO SE (kuch zayada he) UNCHA or AaNKHO K DRMYAN SAJDAY K NISHAN thy,

APNE Frmaya k, "sirzameen-e-Najd se Iski Nasal se ek Qaom niklegi k Tum Apni Namazon Or Rozon ko unki Namazon or Rozon k Aagy Haqir Jano ge,Quran Tmse Acha Prhen gy Lekin unk Halaq se niche ni Utre ga,Deen se Aese Nikal Jaenge Jese Teer Kaman se nikal jata hy, ye log nikalte he rahenge yahan tk K Inka akhri giroh Dajjal K sath nikle ga"
(BukhariJ2,P624TirmiziMusndJ04 P424,)
kch smjhy kon hn ye Deo Wahabi?===================

DEOBANDI AQAAID UNHI KI KITABO SE

on Friday, August 10, 2012
yahan sirf kuch hawale diye ja rahe hein ..............inke aqaaid inhi ki kitabo se dekhne ke liye yahan clik karein          

wahabi kutub ke hawale

                                                                       1


                                                                           2






















SHIRQ OR BID'AT(GARULLAH SE MADAD)

on Sunday, July 15, 2012

Posted Image







SHiRK (55 sms) A complete Series


SHiRK
01
#Aqida e Touheed#
ALLAH Ek He
Uska Koi Sharik Nhi
Na Zaat Me
Na Sifaat Me
Na Af'aal Me
Na Ahkaam Me
Na Asmaa Me
Wo Wajibul Wujood He
(Uska Wajud Zaruri He)
Hamesha Se Hy
Or Hamesha Rahe Ga
{Bahaar e Shariat V1 P1}
Qur'an Ki
Sura e Ikhlas
Sura e An'aam Sy
Iska Istidlaal Hy
IKHTILAAF KYUN?



SHiRK
@02
Q.Shirk ki Tareef Karen?
A. Ek Se Zyada Khuda Man'na
Yani ALLAH Ki Zaat, Sifat Ya Af'aal Me Kisi Ko Wesa Hi Samaj Kar Sharik Karna.
Ya Kisi Ghairullah Ko Mustahiq e Ibadat W Paristish Jan'na
Ahlesunnat Ko Khumakhwa Mushrik Kehne Wale Is Tarif Ki Roshni Me Mushrik Saabit Krn
IKHTILAAF KYUN?



SHiRK
@03
Shirk Ki 3 Iqsaam
1> Shirk Fil-Ibadaat
Murad Ye Ke ALLAH K Elawa
Kisi or Ko Mustahiqq-e-Ibadat
Samjha Jaye
2> Shirk Fiz-Zaat
Murad Ye Ke Kisi Ko
ALLAH Jesa Maan'na
Jesey Majoosi 2 Khudaaon
Ko Maanty The
3> Shirk Fis-Sifaat;
Ye Hy Ke Kisi Zaat Me
ALLAH Jesi Sifaat Maan'na
IKHTILAAF KYUN?


rts

print

Popular Posts