DEOBANDI AQAID

on Saturday, April 4, 2015
AQEEDA # 1:
"Gaib ki baaton ka jesa Ilm Huzoor (Aleh Salaam) ko hai, aesa Ilm Zed O Umar, bachon aur Paglon ko, balkay tamaam jaanwaron ko haasil hai, Rasool Ki Takhsees nahin"
Hawalay k liye dekhiye kitaab ( Hifzul Eemaan, Page: 8, Musannif: Molvi Ashraf Ali Thanvi, Shae Karda: Kutub Khana Ashrafiya Company Deoband aur Kutub Khana Aezaziya Deoband)
AQEEDA # 2:
"Huzoor (Aleh Salaam) ko Aakhri Nabi samajhna Awaam ka khayal hai, Ahl E Ilm ka nahin"
( Tehzeer Un Naas, Page: 3, Musannif: Molvi Muhammad Qasim Sahab Nanatwi, Shae Karda: Kutub Khana Aezaziya Deoband)
AQEEDA # 3:
"Huzoor (Aleh Salaam) k baad koi Nabi peda hojae to phir b Khatmiyat E Muhammadi main kuch faraq na aaega"
(Tehzeer Un Naas, Page: 25)
Note: Yahi Aqeedah Qadiyaniyon ka b hai
AQEEDA # 4:
"Shetaan O Malakul Moat ko tamaam Roe Zameen ka Ilm hai, aur Huzoor (Aleh Salaam) k Ilm se Ziyada hai"
(Buraheen E Qaatey, Page: 55, Musannif: Molvi Khaleel Ahmed Ambethvi, Shae Karda: Kutub Khana Imdadiya Deoband)
AQEEDA # 5:
"Namaz main Huzoor (Aleh Salaam) ka khayal Ghaday aur Bail k khayal main Doobne se bura hai"
(Sirat E Mustaqeem, Page: 97, Musannif: Molvi Ismail Dehelvi, Shae KArda: Kutub Khana Ashrafiya, Raashid Company Deoband)
AQEEDA # 6:
"Har makhlooq bara ho ya chota, ALLAH ki shaan main Chamaar se b Ziyada Zaleel hai"
(Taqweet Ul Eemaan, Page: 13, Mussannif: Molvi Ismail Dehelvi, Shae Karda: Kutub Khana Ashrafiya, Raashid Company Deoband)
Note: Har Makhlooq main Huzoor (Aleh Salaam), aue Deegar Ambiya b aate hain..
AQEEDA # 7:
"Huzoor (Aleh Salaam) ki Taazeem baray bhai ki si Kijiye"
(Taqweet Ul Eemaan, Page: 52)
Note: Kiya Huzoor (Aleh Salaam) ki izzat bas baray bhai jitni karni chahiye?? yeh sawaal khud se puchen k hum apne baray bhai ki kitni izzat karte hain, Aur kiya Huzoor (Aleh Salaam) dono jahanon ki remat ka bas yahi darja hai??
AQEEDA # 8:
"Huzoor (Aleh Salaam) ka Yom E Meelaad manana Kanhaeiyya (Cow) k janam din manane ki tarah hai"
(Buraheen E Qatay, Page: 152)
AQEEDA # 9:
"KHUDA TA'ALA JHOOT Bol sakta hai"(Mas'ala Imkaan Kazab),
Buraheen E Qatay, Musannif Molvi Khaleel Ahmed Sahab Anbethwi.
AQEEDA # 10:
 " KHUDA TA'ALA ko Jagah aur Zamana aur Murkab hone, aur Mahiyat se PAK maanna BIDDAT hai.
(Eezaa Ul HAQ, Musannif Molvi Ismail Dehelvi Sahab).
AQEEDA # 11:
" KHUDA TA'ALA ko Bandon k Kaamon ki Pehle se KHABAR nahin hoti, Jab Banday achay ya Buray kaam karlete hain, tab us ko maaloom hota hai".
(Balagtal Heraan, PAGE#57, Musannif MOLVI HUSSAIN ALI SAHAB, SHAGIRD-E-RAHEED AHMED SAHAB).
AQEEDA # 12:
"Aamaal main Bazahir Ummati, NABI se k Baraabar hojaate hain, Balkay Barh bhi jaate hain".
(tehzeer Un Naas, Matboo'a Dar Ul Asha'at, Karachi, Musannif MOLVI MUHAMMAD QASIM SAHAB, Baani-E-DEOBAND MADARSA)
AQEEDA # 13:
"HUZOOR (ALEH SALAAM) ka Misal-O-NAZEER mumkin hai".
(Yakroozi Musannif Molvi Ismail Sahab Dehelvi, Matboo'a Farooqi, PAFE#144)
AQEEDA # 14:
"HUZOOR (ALEH SALAAM) ko bhai kehna Jaez hai q k AAP bhi Insaan hain".
(Buraaheeen-E-QATAY, Musannif MOLVI KHALEEL AHMED SAHAB O Taqweet Ul Eemaan Musannif MOLVI ISMAIL SAHAB DEHLVI)
AQEEDA # 15:
"HUZOOR (ALEH SALAAM) ko Urdu bolna Madarsa-E-DEOBAND se Aaya"
(Buraaheen-E-QATAY, Matboo'a Daul Asha'at Karachi, Molvi KHALEEL AHMED)
AQEEDA # 16:
" Main ne HUZOOR (ALEH SALAAM) ko Khuwaab main dekha k Mujhey AAP Pul-E-Siraat par le gae, aur Kuch Aage ja kar dekha k HUZOOR (ALEH SALAAM) Giray ja Rahe hain, to Mene HUZOOR (ALEH SALAAM) ko GIRNE se roka"
(Balagtal Heraan, Mubbashiraat Musannif MOLVI HUSSAIN ALI SAHAB
AQEEDA # 17:
Deoband Mureed ne Khuwaab main Apne Peer ka Kalma parha (Yaani Kalmay main MUHAMMAD UR RASOOL ALLAH ki Jagah AHRAF ALI RASOOL ALLAH (MazALLAH) PArha).. aur in k Peer ne Yaani ASHRAF ALI SAHAB ne kaha k " IS Waqiye main Tassalli di gai hai k Jis ki Taraf tm Rujo'o karte ho, woh Ittaba'a Sunnat hai".
(Ba hawal: Kitaab Ul Imdaad, PAGE#35, Mutba'a AL IMDAAD Ul MUTAABIK, Thaana Jhoon INDIYA, Musannif ASHRAF ALI THANVI)
AQEEDA # 18:
LAFZ REHMATULLIL AALAMEEN Sirf HUZOOR (ALEH SALAAM) k Liye hi nahin Balkay har kisi Ulama K liye bhi Istamaal Hosakta hai
(Fatawa Rsheediya, PAGE#218, Naashir Muhammad Ali Kar Khana, Islami Kutub, Urdu Bazaar, Karachi)
AQEEDA # 19:
MUHARRAM main Sabeel lagana HARAAM hai.
(Fatawa E Rasheediya, PAGE# 120, Naashir Muhammad Ali Kar khana, ISlaami Kutub, Karachi)
AQEEDA # 20:
NABI, WALI, SHETAAN, BHOOT, Wagera sab barabar hain
(Taqweet Ul Eemaan, Page # 41, Matboo'a Darul Islaam, Publisherz Ahmed Printing, Press 50, Lahore Pakistan)
AQEEDA # 21:
NABI ka Maasoom hona Zaruri nahin
(Tasfee A Tul Aqaid, PAGE# 25-28, Qasim Nanatwi)
AQEEDA # 22:
Pegambar k Liye Mo'ajaza Zaruri nahin.
(Taqweet Ul Eemaan, PAGE# 16-17, MOLVI ISMAIL DEHELVI)
AQEEDA # 23:
Jis Urs main sirf QURA'AN parha jae, us main Shareek hona bhi durust nahin hain.
(Fatawa E Rasheediya, PAGE#147, MOLVI RASHEED AHMED GANGOOHI)
AQEEDA # 24:
Holi, Deewaali, ki Poori khana Durust hai.
(Fatawa E Rasheediya, PAGE# 561, Naashir Muhammad Ali Kaarkhaana, Islaami Kutub, Urdu Bazaar, Karachi)
AQEEDA # 25:
Hindu k Piyao se Paani Peena Ja'ez hai.
(Fatawa E Rasheediya, PAFE#562, Naashir Muhammad Ali Kaarkhaana, Islaami Kutub, Urdu Bazaar, Karachi)
AQEEDA # 26:
All Prophets are useless.
(Taqwiyatul Eeman, page 29).
AQEEDA # 27:
The Prophet is not beyond all lies, and he is not innocent.
(Tasfiyatul Aqaa’id, page 25).
AQEEDA # 28:
Praise the Prophet, only as a (ordinary) man.
(Taqwiyatul Eeman, page 35).
AQEEDA # 29:
"To be living" is the quality of the Prophet, as well as Dajjal. The characteristic ofthe Prophet is the same as that of Dajjal.
(Aab-e-Hayaat, page 169).
AQEEDA # 30:
For Deobandis, Durood Taaj is disliked (not permissible).
(Fazaa’il-e-Durood, page 73).
AQEEDA # 31:
"Rasool (Aleh Salaam) ko deewar k peeche ka Ilm nahin"(Braheen E Qatay, Page: 55)
AQEEDA # 32:
"Rasool (Aleh Salaam) k chane se kuch nahin hota"
(Taqweet ul Eemaan, Page: 50)
FAISLA AAP KHUD KAR SAKTE HAIN JAZAKALLAH

AQEEDA # 33:

"Gaib ki baaton ka jesa Ilm
Huzoor (Aleh Salaam) ko hai, aesa Ilm Zed O
Umar , bachon aur Paglon ko, balkay tamaam
jaanwaron ko haasil hai, Rasool Ki Takhsees
nahin"Hawalay k liye dekhiye kitaab ( Hifzul
Eemaan , Page: 8 , Musannif: Molvi Ashraf Ali
Thanvi , Shae Karda: Kutub Khana Ashrafiya
Company Deoband aur Kutub Khana Aezaziya
Deoband )

AQEEDA # 34:


"Huzoor (Aleh Salaam) k baad koi
Nabi peda hojae to phir b Khatmiyat E
Muhammadi main kuch faraq na
aaega"( Tehzeer Un Naas , Page: 25 )
Note : Yahi Aqeedah Qadiyaniyon ka b hai


AQEEDA # 35:

"KHUDA TA'ALA ko Jagah aur
Zamana aur Murkab hone, aur Mahiyat se PAK
maanna BIDDAT hai .
(Eezaa Ul HAQ, Musannif Molvi Ismail Dehelvi
Sahab) .


note:- kya aap ab bhi inko musalman mante hein?
         
         in aqeedon ki bina par ahle sunnat ka inko kaafir                   
         kehna kya galat hai?
       
         (in logon se door rahen or apne iman ki hifazat karen)


0 comments:

Post a Comment

rts

print

Popular Posts