OR KOI GAIB KYA TUMSE NEEHAN HO BHALA
JAB KHUDA HI NA CHUPA TUMPE KARODON DAROOD
ILM-E-GAIB (Sallallahoalaihwasallam)
DUNYA O AKHRAT ME AGAR JINA HO CHAIN SE
JINA ALI SE SIKHLO,MARNA HUSSAIN SE
(RadiallahuAnhum)
ALLAH TALA HUZOOR sal-lal-lahu alai hi wa sallam KO KIS KHADER ILM E GHAIB ATA KIYA
HAI, YE VIDEO DEKH KAR SAMJHO AUR SEEDHE RAASTE PE AAJAO
Ilm e Ghaib and Prophet Muhammad (sal-lal-lahu alai hi wa sallam)
WAHABI FITNAH - ILme Gaib
Hashmi Miyan "Ilm-e-Ghaib part -1"
ILM-E-GHAIB HASHMI MIYAN,- 2
ILM-E-GHAIB HASHMI MIYAN,- 3
ILM-E-GHAIB HASHMI MIYAN,- 4
ILM-E-GHAIB HASHMI MIYAN,- 5
ILM-E-GHAIB HASHMI MIYAN,- 6
ILM-E-GHAIB HASHMI MIYAN,- 7
ILM-E-GHAIB HASHMI MIYAN,- 8
ILM-E-GHAIB HASHMI MIYAN,-9
Hashmi Miyan "Ilm-e-Ghaib part- 10"
Hashmi Miyan "Ilm-e-Ghaib part- 11"
Gaib k meaning hy..Aisi chizen jo Aam Adami Na dekh Sake..Aur...Gaib ki khabar dene
waaale ko Nabi kehte hai.
Nabi to kehte hi use hai Jo Gayb Ki khabar deta ho...
Aur hmaare Aaqa sal-lal-lahu alai hi wa sallam to Nabi k saath saath RASOOL BHI
HAIN..kya kisi ne kabi ALLAH (Subhana wa taaala) KO DEKHA HAI..?
KABHI JIBRAEL Alaihis Salaam KO DEKHA HAI..
KABHI KISI FARISHTE KO DEKHA HAI..
Beshak nai... to in GAIB Ki cheezon par Imaan kaise laaya ..
Nabi sal-lal-lahu alai hi wa sallam ne hi to bataaya ...aur Agar koi kahe...Nabi
ko Gayb ka
Ilm nai tha tab to Uska Imaan hi khaariz hogya..
Quraan may aata hai...."Wa maa yantikhu anil hawaa". "Aur woh apni marzi say kuch nahi
kehtay (Muhammad Sallallahu alai wa salam) "Khudaa ki Razaa pay razii Muhammad
Razaa e Muhammad pay Razii Khudaa"
Shaykh al-Islam, Hafiz Ibn Hajar al-'Asqalani, writes:
Nabi ki ek Khubi yeh hai k ..Wo Jante hy jo ho chuka hy past (mazi)me, aur kiya hoga
future (mustaqbil) me.."
[Fath al-Bari, chapter on 'The Anbiya']
Allah Ta'ala says:
Translation.."Wahi (Allah (Subhana wa taaala)) hi ghyb ka jannaney wala hai,wo kisi pr
apne ghaib ko Zhahir nahi karta.han, Jis paigambar ko pasand farmayen .Aur us ko Ghaib
ki baatein bata de.to us k Aage aur phiche nihgahebaan Muqarar kar deta hy.taki Malum
farmayein k unhone apne parwardigaar k piagaam pauhncha diye.". (Surah Jinn, 72:26-27).
ILM-E-GHAIB ka inkaar KUFAR hai
Q : ILM-E-GHAIB kya hai ?
A : ILM-E-GHAIB, future may honay walay WAAQIYAAT hain.
Q : Kya hum ALLAH-TALA ko GHAIB keh saktay hain ?
A : HAAN, kyun k ALLAH-TALA ki zaat MAKHFEE hai, is liyay.
Q : Hum ko ALLAH-TALA ki zaat k baray mai kaisay pata chala ?
A : hum ko ALLAH-TALA kay baray mai pyaray nabi ( (sal-lal-lahu alai hi wa sallam)) nay
bataya.
Q : is ka matlab yay howa kay agar pyaray nabi ( (sal-lal-lahu alai hi wa sallam)) ki zaat
nahi hoti,to hum ko ALLAH-TALA ki zaat k baray may pata nahi chalta ?
A : jee haan offcourse, ap nay sahi farmaya.
To sabit yay howa k ALLAH-TALA ki zaat GHAIB hai.
hum ko ALLAH-TALA k baray mai pyaray nabi ( (sal-lal-lahu alai hi wa sallam)) say pata
chala.
jis nay pyaray nabi ( (sal-lal-lahu alai hi wa sallam)) kay ILM-E-GHAIB ka
inkaar kiya...goya.
us nay ALLAH-TALA ki zaat ko man-nay say INKAAR kiya.
aur jo ALLAH-TALA ko man-nay say INKAAR karay.
wo KAAFIR nahi to aur kiya hai ?
Aur Allah ki shan yeh nahi k Aye Aam Logo tumhe Ghaib ka ilm dey de, Han
Allah Chun
leta
Hy apne Rasullon se Jise chahe.”[Sura Al Imran ,Ayat no.179].
Isitarah...
Quraan Shareef me Kahin jaghon pr aaya hai k Allah ta'ala ne apne Chuninda
bandon
(Nabi) ko Ilm-e-Ghaib diya..For Example..Surah Baqarah, 2:31; Surah Baqarah,
2: 251;
Surah Naml, 27:16; Surah Ambiya, 21:74; Surah Yusuf, 12:68; Surah Yusuf,
12:96; Surah
Qasas, 28:14.
Allah Taala ne Quran mein kai jaghon pe irshaad farmaya hai k Ilm-e-Ghaib sirf usi k paas
hai
Allah Subhan Wa Taalah says in the Qur'an:
"These are the tidings of the Unseen that We reveal to you in secret"
[Sura al-Imran, verse 44]
"Nor will He disclose to you the secrets of the Unseen. But He chooses of His Apostles [for
the purpose]"
[Sura al-Imran, verse 179]
Surah Jinn Aayat 26 & 27 quote.....
عالِمُ الْغَيْبِ فَلا يُظْهِرُ عَلى غَيْبِهِ أَحَداً * إِلاّ مَنِ ارْتَضى مِنْ رَسُول
"Aalim-ul-Ghaib sirf Allah ki zaat hai, aur wo apna Ghaib ka ilm kisi par bhi zaahir nahi
karta, siwaye apne un Rasoolon ko jinhein wo chahta hai."
Aalim-ul-Ghaib biz-zaat Allah k siwa koi nahi. Albatta ye ilm Allah chahy tou apne bandon
ko b ata kar sakta hai, jis tarha se Hazrat Khizr ko Ataa hua.Isi tarah Huzoor Sal Allahu
Alayhi wa Sallam ko bhi ataa kiya gaya.
Allah has sent down to you the Book and Wisdom and has taught to you what you did not
know, and great is the grace of Allah upon you.”
Surah Al-Nisa, Verse 113.
"And he (Muhammad) is not niggardly the Knowledge of the Unseen."
(Quran 81:24).
Therefore, if the news of Ghayb reached to the Prophet Muhammad Sal Allahu Alayhi wa
Sallam it is only because it was given to him by Allah. It is for this reason that according to
Quran the messengers are all instructed to tell people that they do not possess the
Knowledge of Ghayb of their own, for it is reached to them by Allah only as He wishes.
Hadith explaniation..............
Narrated 'Umar:
One day the Prophet stood up amongst us for a long period and informed us about the
beginning of creation (and talked about everything in detail) till he mentioned how the
people of Paradise will enter their places and the people of Hell will enter their places.
Some remembered what he had said, and some forgot it.
Reference
Sahih Bukhari Volume 4, Book 54, Number 414
Narrated Anas:The Prophet had informed the people of the martyrdom of Zaid,
Ja'far and
Ibn Rawaha before the news of their death reached. The Prophet said, "Zaid
took the flag
(as the commander of the army) and was martyred, then Ja'far took it and was
martyred,
and then Ibn Rawaha took it and was martyred." At that time the Prophet's eyes were
shedding tears. He added, "Then the flag was taken by a Sword amongst the Swords of
Allah (i.e. Khalid) and Allah made them (i.e. the Muslims) victorious.
Reference
Sahih Bukhari Volume 5, Book 59, Number 561
Anas reported:
The Messenger of Allah (may peace be upon him) one day led us in the prayer and when
he completed the Prayer he turned his face towards us and said: O People, I am your
Imam, so do not precede me in bowing and prostration and in standing and turning (faces,
i.e. In pronouncing salutation), for I see you in front of me and behind me, and then said:
By Him in Whose hand Is the life of Muhammad Sal Allahu Alayhi wa Sallam, if you could
see what I see, you would have laughed little and wept much more. They said: What did
you see, Messenger of Allah? He replied: (I saw) Paradise and Hell.
Reference
Sahih Muslim Book 004, Hadith Number 0857
Allah Hafiz ...
brother an sister plz correct me if i am wrong jazakallah.................
chaliye kuch or daleelein dekhte hein
ILM-E-GAIB
ILM-E-GAIB --1
Khalique Aur Maklooq Ka Ilm Mein Barabri Nahe Ala Hazrat Shah Ahmed Raza Khan
Rehmatullahe Alaihi Bayan Karte Hai;
1. Allah Ka Ilm Zaati Hai Maklooq Ka Ilm Attai Hai*
Allah Ka Ilm Azli, Qadeemi, Haqeqi Hai Maklooq Ka Ilm Haa'dis Hai Is Liye (Hamesha Se
Nahe)
2. Ilm Ilahi Ka Hamesha Rahna Wajib HaiIlm Maklooq Ka Fannah Mumkin Hai
3. Allah Ka Ilm Maklooq NaheMaklooq Ka Ilm Bhe Maklooq Hai(Paida Kiya Gaya Hai)
¤ILM-E-GAIB--2
Allah Taala Apne Mehbøob(Sallallaho Alaihi Waasalam)Se Mukatib Karke Farmata Hai;
"Aur Tum Per Yea Quran Utara Har Cheez Ka Roshan Bayan"{Surah AlnahalAyat;89}
Aur Farmata Hai;
"Aur Har Choti Bari Cheez Likhe Howi Hai"{Al-QamarAyat;53}
Aur Farmata Hai;
"Hur Cheez Hum Ne Ek Roshan Peshwa Mein Gun Rakhe Hai" {Surah
YaseenAyat;12}
¤ILM-E-GAIB--3
Aur Farmata Hai;
"Zameen Ke Andhariyoun Mein Koi Dana Nahe Aur Na Koi Tarokush, Magar Ek Roshan
Kitab Mein"{Surah Al-inamAyat;59}
¤ILM-E-GAIB--4
Rasool (Sallallaho Alaihi Waasallam)Ke Pass Ek Chor Laya Gaya, Aap
(Sallallaho Alaihi
Waasallam) Ne Farmaiya Qatal Kardo, Arz Ke Gaye Ke Chori He tu Ke Hai
Farmaiya Is Ke
Hath Kat Do Phir Siddique-Akber (Radi'Allahu Anhu) Is Haal Mein Laya Gaya Ke
Taamam
Hath Pao Kate Ja Chuke The App Ne Farmaiya "Mein Is Ke Bagair Tera Elaj Nahe Janta Jo
Rasol (Sallallaho Alaihi Waasallam) Ne Tery Barey Mein Faisla Farmaiya Tha Is
Ko Qatal
Kardo Woh Tera Haal Khob Jante The"
{Al Maajam AlkaberRaqam;3409Jild;3Pg;279}
¤ILM-E-GAIB--5
"Imam Mujahid" Hazrat Ibne Abbas (Radi'Allahu Anhu) Ke Khas Shagird They Farmate Hai;
"Munafiqen Mein Se Ek Skhs Ne Kaha Muhammad Gaib Kiya Janain" {Al Manshoor Fee
Altafseer AlmaasoorJd;65Pg;230}
Is Per Allah Farmata Hai;
"Aur AAYE MEHBOOB!! Agar In Se Pooch Tu Kahein Ge Ke Hum Tu Youn He Hansi Khel Kar
Rahe The Tum Farmao Kiya Allah Aur Is Ke Ayato Aur Is Ke Rasool Se Hanste Ho, Bahane
Na Banao,Tum Kafir Hochuke Muslman Hokar" {Surah ToobaAyat;65,66}
¤ILM-E-GAIB--6
Quran;
"Beshak Allah Ke Pass Qayamet Ka Ilm Aur Utarta Hai Meein Barsata Aur Maao
Ke Pait
Mein Aur Koi Jaan Yea Nahe Janti Ke Kal Kiya Kaamaiye Ke Aur Koi Jaan Yea
Nahe Janti Ke
Kis Zamen Mein Mare Ga,Besk Allah Jan'newala Batane Wala Hai" {Surah
LuqmanAyat;34}
"Is Ayat Mein Gair Allah Se 5 Baatao Ke Ilm Ke Nafi Zaati Hasiyat Se Ke aye Hai
Jubke Allah
Ke Seekane Se Iske Bundo Ko Yea Uloom Ho Sakte Hai,
Is Mein Koi Maane Nahe Jaise Anbiya Ouliya Ko"
{Tafser SaawiJd;5Pg;13Mutaffa;1241}
¤ILM-E-GAIB--7
"Ye Uloom Kaamsa Gaib Ke Kunjiyan Hain, Jis Ka Ilm Allah Ne Apne Zaat Ke Sath Khas
Karliya Hai, Unhain Koi Nahe Janta Siwaie Is Ke Allah Is Ka Ilm Kis Ko Atta Farmaiye"
{Tafseer Ibne KaseerJd;3Pg;455}
Quran Farmata Hai;
"Aur Nabi Gaib Baatane Mein Bukeel Nahe"{Surah AltaakweerAyat;24}
¤ILM-E-GAIB--8
Uloome Kaamsa;
*Qayamet Kub Hoge?
*Barish Kub Hoge?
*Maa Ke Pait Mein Kiya Hai?
*Insan Kul Kiya Kare Ga?
*Kon Shks Kis Jaga Mare Ga?
¤ILM-E-GAIB--9
QURAN;
"GAIB ka Jaane Wala Tu Apne Gaib Ko Kisi Per Zahir Nahe Karta Siwai Apne
Pasandeda
Rasoolon Ke" {Surah Aljinayat;26}
Aur Allah Taala Farmata Hai;
"Aur Yea Nabi Gaib Batane Mein Bukeel Nahe "{Surah Al
TakweerAyat;24}Eman Walo Ke
Shaan Tu Yea Hai Ke Pore Quran Per Eman Rakhte Hai,
Quran Mein Aisa Nahe Hosakta Ke Ek Maqam Per Kisi Chez Ka Sabot Ho
Aur Dosre Maqam Per Ishe Chez Ka Inqar Ho. Lehaza Ilm-e-Gaib Ke 2 Qism Hai
*Ilm-e-Gaib Zaati
*Ilm-e-Gaib Attai
Yahan Ilm-e-Gaib Attai Wala Hai.
¤ILM-E-GAIB--10
*Rooz-e-Awal Se Qayamet Tk Tafsel Ke Sath Aqa (Sallallaho Alaihi Waasalam) Ko Uloom
Kamsa (5) Mein Se Har Har Waqiya Ka Ilm Allah Ne Atta Farmaiya.
*LOOH-E-MEHFOOZ Mein Jo Kuch Howa Aur Jo Kuch Hoga Ilm Atta Farmaiya.
*AQA(Sallallaho Alaihi Waasallam)Ko Taayun Waqt Qayamet Ka Bhe Ilm Hai.
*AQA(Sallallaho Alaihi Waasallam) Ko Quran Ke Taamam Mutashaabhat Ka Ilm Hai.
*AQA(sallallaho Alaihi Waasallam)Ko Haqeqat Rooh Ka Bhe Ilm Hai.
¤ILM-E-GAIB--11
Beshak Alim-ul-GAIB Allah He Ke Zaat Hai, Zaati Tøor Per Gaib Woh He Jaanta Hai Quran
Mein Hai;
"Aur Allah Ke Shaan Yea Nahe Ke Aam Logo!! Tumhain Gaib Ka Ilm De De, Han Allah Chun
Leeta Hai Apne Rasoolon Mein Jisey Chahe"{Al-ImranAyat;179}
¤ILM-E-GAIB—12-A
Hazrat Yaqoob(Alaihi Salam) Ne Apne Beeton Ke Samne Is Attaai Rubani Ka
Izhar Karte
Hoye Farmaiya;
"(Yaqoob Alaihi Salam Ne) Kaha Ke Mein Na Kahta Tha Ke Allah Ke Woh
Shaanain
Maaloom
Hain Jo Tum Nahe Jante" {YousufAyat;96}
Hazrat Essa(Alaihi Salam) Apne Khudaad Ilmi Mojzaat Ka Izhar Karte Bani
Israil Se Youn
Farmata Hain;
"Aur Tumhain Baatata Ho Jo Tum Khate Ho Aur Jo Apne Gharon Mein Jaama
Kar Rakhte
Ho, BESHAK In Baatao Mein Tumhare Liye Bari Nishani Hai Agar Eman Rakhte
Ho" {Al-
ImranAyat;49}
¤ILM-E-GAIB--12-B
Hazrat Yousuf(Alaihi Salam)Apne Ilme Mojze Ka Izhar Youn Farmate Hain;
(Hazrat Yousuf Alaihi Salam Ne Jail Mein Qaidiyoun Se) Farmaiya;
"Jo Khana Tumhain Mila Karta Hai Woh Tumhare Pass Na Ane Paye Ga Ke Mein Is Ke
Taaber Is Ke Ane Se Phele Tumhain Batado Ga, Yea In Ilmo Mein Se Hai Jo
Mery Rub Ne
Seekhaiya" {Surah YousufAyat;37}
¤ILM-E-GAIB--13
"Aur Tumhain Seekha Diya Jo Tum Na Jante They Aur Allah Ka Tum Per Bara
Fazal Hai"
{Surah Al NisaAyat;113}
Is Ayat Ke Tahat "Tafseer-e-Jalalain Mein Hai;
"Yeani Ahkham-e-Sharah Aur Gaib Ka Ilm Seekha Diya
¤ILM-E-GAIB--14
Hazrat Abou Moosa Ashari(Radi'Allahu Anhu) HUZOOR(Sallallaho Alaihi
Waasalam) Kuch
Aise Suwalat Kiye gaye Jo App Ko Napasand They Jub Suwalat Ziyada Hone
Lage Tu App
(Sallallaho Alaihi Waasalam) Naraz Hogaye Phir Logo Se Farmaiya;
"JO CHAHO PHOCH LO!! "Ek Skhs Ne Arz Ke;
"YA'RASOOL ALLAH! Mera Baap koun Hai?? Farmaiya;
"Tumhara Baap Huzaifa Hai"
Dosra Khara Hokar Arz Ke;
"Mera Baap Koun??FARMAIYA;
"Ke Tumhara Baap Salaam Sheeba Ka Azad Gulam Hai"
Hazrat Omer(Radi'Allahu Anhu) Ne App (Sallallaho Alaihi Waasalam) Ke Chehra
Anwar Per
Gaazab Ke Aasar Dekhy Tu Arz Kiya;
"YA RASOOL ALLAH!!Hum Allah Taala Ke Taraf Tooba Karte Hain.
{Sahe BukhariKitab Ul-ilmRaqam;92Pg;21}
¤ILM-E-GAIB---15
Jo Pechle Hadees Bayan Ke Gaye The Us Mein Suwal Karne Waley Shabi Ka Naam Abdullah
Tha, Is Suwal Ke Waja Yea The Ke Log In Ke Nasab Mein Shak Karte The,
Kabhe Jagra
Mein Dosrey Ke Taraf Mansob Kar Detey The, AQA(SALLALLAHO ALAIHI
WAASALLAM) Ke
Irshad Ke Bd Logo Ka Shk-O -Shuba Dur Hogaya, DOSRE Saad Bin Salam Moula
Sheeba
They, Un Ke Sath Bhe Yea He Mamla Tha.
WAHA KIYA BAAT HAI ILME GAIB KE
¤ILM-E-GAIB---16
Hazrat Omar (Radi'Allahu Anhu) Se Riwayat Hai; Huzøor(Sallallaho Alaihi Waasallam)
Hamare Darmiyan Khare Howe The Aur Maklooq Ke Paidaish Ke Ibtada Ke
Mutaliq Khabar
De Yahan Tk Ke JANNATI Apne Teekano Aur DOZAKHI Apne Teekano Meim
Dakil Hogaye,
Is Jis Ne Yaad Rakha So Yaad Rakha, Jo Bhool Gaya So Bhool Gaya.
{Sahe Bukhari Kitab Bd -e-AlkhalqRaqam;3192Pg;532}
¤ILM-E-GAIB---17
Hazrat Sobaan(Radi'Allahu Anhu) Se Marvi Hai; Rasool(Sallallaho Alaihi Waasalam) Ne
Farmaiya;
"Allah Taala Ne Tamam Rohe Zamen Ko Mery Liye Lapait Diya Aur Meinay Is Ke
Tamam
Mashrik Wo Mugarib Ko Deekh Liye Aur Beshak Meri Umet In Mashariq Aur
Magarib Ke
Mulkoun Tk Phonche Ge, Jitne Zamen Ko Mery Liye Lapaita Gaya Aur Mujhe
Surk o Safaid
Döno Kazane Atta kiye Gaye"{Sahe MuslimKitab Al
FatinRaqam;2889;7258pg;125}
¤ILM-E-GAIB---18
Hazrat Anus(Radi'Allahu Anhu) Se Riwayat Hai; Nabi(Sallallaho Alaihi
Waasallam)Ne Hazrat
Zaid,
Jaffar Aur Ibne Rawah (Radi'Allahu Anhum) Ke Mout Ke Kabar Ane Se Phele
Logo Ko Un
Mout Ke Kabar Suna De Is Tarah Ke App(Sallallaho Alaihi Waasallam) Farma
Rahe The Ke
Janda Zaid Ne Pakra Aur Woh Shaheed Hogaye Phir Jaffar Ne Le Liya Hai Aur
Woh Bhe
Shaheed Hogaye Phir Ibne Rawah Ne Liya Woh Bhe Shaheed Hogaye Aur
App(Sallallaho
Alaihi Waasallam) Ke Ankhain Ashk Bahar Rahe The (Phir Farmaiya) Hatha Ke
Janda Allah
Ke Talwar Mein Se Ek Talwar Ne Liye (yeani Hazrat Khalid Bin Walid
Radi'Allahu Anhu) Ne
Hatta Ke Allah Ne Muslamano Ko Kafiron Per Fatha De.
{Sahe BukhariRaqam;4262pg;722}
¤ILM-E-GAIB---19
Phicle Jo Hades The Wo Waqia Jang e Moata, Jo 8 Hijri Mein Paish Aya Aur Is
Jang Mein
3000 Muslaman The Aur Hurkul Ke Roomi Fouj 100000 The . Aqa(Sallallaho
Alaihi
Waasallam) Ne Lashkar Rawana Hone Se Phele Farmate Waqt Sipe Salaar) Zaid
Bin Harsah
(Radi'allahu anhu) Jaffar Bin Abi Talib (Radi'Allahu Anhu) 3 Abdullah Bin
Rawah(Radi'Allahu
Anhu) Ko Muqarar Farmaya Tha Ye Hazraat Yakke Baad Deegar Shaheed
Horahe The Aur
Jande Le Rahe The Aur Yahan Aqa(Sallallaho Alaihi Waasallam) Masjid Nabwi
Mein In
Tamam Halat Aur Waaqiyat Ke Kaber De Rahe The, Aj Kul Doorbeen Ke Zariye
Door Tk
Dekh Leta Hai Yeahn Nabouwat Ka Rohani Doorbeen Ka Kiya Kahna.
¤ILME-GAIB---20
Hazrat Ibne Abbas(Radi'Allahu Anhu) Se Riwayat Hai; Nabi Kareem(Sallallaho
Alaihi
Waasallam)
Do Qabro Ke Pass Se Guzrey Tu Farmaiya; "Inhain Aazab Horaha Hai, Kis
Kabeera Gunnah
Ke Bais Nahe, Un Mein Se Ek Pishab Ke Cheinto Se Nahe Bachta Tha Aur Dosra
Chugliya
Khata Phirta Tha, Phir Ek Subz Tehni Le Aur Is Ke Do Hisey Kar Ke Hur Qaber
Per Ek Hisa
Gaar Diya, Log Arz Guzar Howe;
"YaRASOOLALLAH(Sallallaho Alaihi Waasallam)Aisa Kyoun Kya?"
Farmate Hain;
"Jub Tk Yea Khusk Nahe Hon Ge Tub Tk Azab Mein Kami Hoge"
{Sahe Bukharikitab al wozuRaqam;218Pg;41}
>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>
nabi ka kisi mamle mai khamoosh rehna bhi nabi ka ilme gaib tha.kiyonke woh
jante thea k
oske baad allah ka kaun sa huqm aane wala hai.bas ye ek hiqmat thi jo allah k
hukm se
tha.kiyonke nabi apne taraf se kuch nahi karte sab allah k taraf se karte hain.
>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>
HUZOR KA ILMeGAIB(33 sms)
01
HUZOOR
Sallaho Alahi Wasalam
KA ILMeGAIB
(ILMeGAIB PAR)
~QURAN~
"Ye NABI Gaib Btany Me Bukhal Nai Kartey"
(Para.30 Takwir.24)
¤HADEES¤
"KHUDA Ki Qasam Mere Bad Meri Umat Shirk Kary Mujhe Iska Khof Nai"
(BUKHARI SHAREEF)
RZLT:
HOZOOR Ne Pehly Hi Frmadiya He K "MUJHE KHOOF NAI"
To Kon He Wo Log Jo Musalmano Par Shirk Ka Ilzam Lagaty Hen K YA
RASOLALLAH Kehna
Shirk hai...???
02
Karamat e Sahaba:
Waleed Bin Abdul Malik K Dor Men Roza e Anwar Ki 1 Diwar Gir Gai.
Ta'meer k Lye Bunyad Khodi Gai To Achanak 1 Per (foot) Nzr Aya.
Log Ghbra Gaey k Ye Shayd Aqa Alaihsalam Ka Qadam Pak Hy.
Lakin Hzrt Urwa Bin Zubair Ny Pehchana Or Qasam Kha k Frmaya
'Ye Aqa Ka Nhi,Hzrat Umr RadiAllahoanhu Ka Qadam Pak Hy'
[Bukhari.J 1.Pg 186]
Sahabi Ka Bdan Salamat To Sardar e Kainaat K Jism e Muqaddasa K Jalwon Ka
Alam Kya
Hoga?
:SUBHANALLAH:
03
HUZOOR KA ILMeGAIB
(ULOMeKHAMSA K Bary Me)
ULOMeKHAMSA Kiya He ?
Ye 5Ulom He Jinhy ALLAH Ne Apni Zaat K Liye Khas Karliya He
Or
ANBIYA Ko B Iska Ilm Ata Kiya He
1)QAYAMAT KaB AIYGI ?
2)BARISH KaB HOGI ?
3)MAA K PAET ME KIYA HE ?
4)INSAN KaL KIYA KAREYGA ?
5)KoN KAHAN MAREGA ?
INSHA ALLAH kal iski tafseel hogi
04
HUZOOR KA ILMeGAIB
(ULOMeKHAMSA K Bary Me)
"YE ULOMeKHAMSA Gaib Ki Kunjiya Hen Jiska Ilm ALLAH Ne Apni Zaat K Liye Khas KarLiya
Unhy Koi Nai Janta Magar Ye K ALLAH Is Ka Ilm Jisey Chahey Ata Kary.
(Tafsir IBNeKASIR Jild.3 Page.455)
RZLT:
SHEKH IBNeKASIR Ka B YeHi AQida He K ALLAH Apne Khas Bando Ko Gaib Ata Karta He.
05
HUZOOR KA ILMeGAIB
(ULOMeKHAMSA K Bary Me)
"Is Aayt <jo ulomekhamsa="" ki="" he=""> Me ALLAH K Ilawa 5Baton Se Zati
Ilm Ki Nafi
Ki He Jab K ALLAH K Sikhany Se UsKe Bandn Ko Ye Ilm hasil Ho Sakta He, IsKe
Sekhne Me
Koi Chez Rokne Wali Nai Jese Anbiya or Aoliya"</jo>
(TFSIReSAWI Jild.5 Pg.13)
RZLT:
AQIDA of SAHBeSawi Is Same To us
06
HUZOOR KA ILMeGAIB
(ULOMeKHAMSA K Bary Me)
Kya HOZOOR Ko Pta He MAA K PAIT ME KiYA HE?
Ji Han!
HOZOOR Ko Pta He
~PROOF
"HOZOOR Ne UMMeFAZAL Ko Khabar Di K Fatima K Ghar Larka Peda Hoga Jo Tumhari
Parwarish Me Rahy Ga.
(MISHKAT
Chptr
MANAQIBeEHLY BEAT)
JAB ULTRASOUND Se Pata chaljata he k MAA k pait me kiya he.
TO KIYA HOZOOR Ko malom nahi hoga ?
07
HUZOOR KA ILMeGAIB
(ULOMeKHAMSA K Bary Me)
~Kiya HUZOOR Ko Kal K barey me Pata He k Kal kiya hoga?
Ji Han !
~HUZOOR Ko Pata He.
~PROOF
{HADEES}
"Kal Me Jhanda Usko Donga Jis K Hath Par ALLAH Kheibar Fatah Kareyga Or Wo
ALLAHoRASOOL Se Muhabat Karta He"
(BUKHARI Pg:605)
Ab Jo Na MaNe Uske Liye Afsos,
Jahalat Or ANANIAT K Siwa Kuch Nahi
08
HUZOOR KA ILMeGAIB
(ULOMeKHAMSA K Bary Me)
HOZOOR Ko Pata He K
Kon Kahan Marega?
Ji Han !
~PROOF~
<hadees></hadees>
"Ye Fulan K Marne Ki Jagha He Zamin Par DASTeMUBARAK Rakhte Howy Farmaya (BADAR
Me)
HAZRAT ANUS Kehtey Hen K HOZOOR NE JO JAGHA Batai thi umse 1ench ka b
FarQ Nahi
Aya
(MUSLIM SHAREEF)
09
HUZOOR ka ILMeGAIB
(Ilme Gaib K Bary Me)
Kiya HUZOOR Qayamt Tak K Halat Jante Hen ?
~Ji Han !
{HADEES}
"Qayamt K Qarib Jab QATLoGARaT Barh JaiGi To Achnk 1Awaz Uthegi DAJAaL
Nikal Aya He
To Muslm 10sawaro Ko Bhjenge
ME UN SAWARO OR UNKE WALID K NAM Or Unk Horse K Clour Ko B Janta Hon
UswQt Pori
Zamin Me Unse Behtr Koi nahi "
(MUSLIM SHAREEF)
10
Deobandio sai bhi ziada barh kar Huzoor Alehissalam kai Ilm Ghaib kai munkir
aur mukhalif
wahabi Naam nehad Ahle Hadees apnay moulvi kai leyai Ilm Ghaib ka pakka
yaqeen
rakhtai hai, mulaheza ho:
Qazi Suleman Mansoor Puri Wahabi jab Haj par ja rahay thai to farmaya Abdul
Aziz kai
yaha Larka Paida hoga (yani apna pota) os ka naam Moizuddin Hasan rakhna
lehaza aisa hi
hua (Karamat Ahle Hadees page 25).
Daikh rahay hai aap jo baat Huzoor kai leyai manna shirk thehray apnay moulvi
kai leyai
jaiz hai.
Aisay buray mazhab aur Aqeeday par......?
11
HUZOOR KA ILMeGAIB
(SOBOT e ILMeGAIB) KITAB
(SHEKH Ashraf Ali Thanwi(DIOBND)
"Shariat Me Warid Howa He K
RUSOOL o AOLIYA GAIB o AHINDA Ki Khbar Diya Karty Hen"
dosri Jagha likha k
"KHUDA IN
RUSOOL o AOLIYA
Me Se Jisy Chahy GAIB o AHINDA Ki Khbar De"
(TAKMILul YAQIN PRiNTaR INDIA Pg135)
Shkeh Ka b Yehi AQida He Jo ALA HAZRAT Ka He
12
Hzrat Asnaa RadiAllahanh farmate han >Hm Log 1 Bar Hzrt Ali RadiAllahanh k
Sath Medan
e Karbala Men Thek os Jga Aaye Jahan Aj Imam Hussain RadiAllahanh Ki Qabr
e Anwar Hy
>Hzrat ALI ne Frmaya Is Jga Ainda Zmany Mn Aal e Rasool Ka Qafla Ruky Ga, Is
Jga Unky
Oont Bndhy Hongy, Isi Medan Mn Ahl e Bait Shaheed Hongy Or Isi Jga Unki Qbr
Bny Gi Or
Un Pr Zmeen o Asman Roen Gy (Izala 273)
13
HUZOOR KA ILM e GAIB
(SOBOT e ILMeGAIB
KITAB
Molvi Qasim Sahib(DYOBAND)
"ULOM e AWALIN Maslan Our Hen Or ULOM e AKHIRIN Our Hen Lekin Wo Sab
RASOOL
ALLAH Me Pai Jate Hen.
Isi Tarha
ALIM e HAQIQI
RASOOL ALLAH He Or BaQi AMBIA Or AOLIA BilAarz He"
(TAHZI RunNAS Pg4)
RiZaLT:
Molvi Sahib Ki Bat Se To AOLIA Ka Bhi Gaib Sabit Ho raha He
14
ILM-E-GHAIB
HUZOR Ka Aaenda Aany Wali Kal Ki It'ilaa Kae Tumhari Kamyabi Hogi Or SAHABA Ka
Reaction.
Bukhari,
H#4210
HADEES:
Huzur Ny Gazwa-e-Khaiber K din farmay:
"Kal Main jhanda esy shakhs ko dunga k ALLAH Os k haat py Fatah Ataa Farmae ga.
Logo (yani Sahaba) ny raat Bechaini Me Guzari k Deikhen Kal Jhanda Kisko
Ataa Kia Jata
hy, jb subha hoe to Log HUZOR Ki Khidmat me Hazir Ho Gae, Sary (Sahaba) yehi
taman'na
Ly kq aae thy k Jhanda Mujhy Mil Jae.
Hozor ny pocha: ALI Kahan hen ?
Arz ki gae: unki Ankhen Dokhti hen. Phr unhen bulaya gya, wo Hazir Huy to
HOZOR Ny
Unki Dono Ankho Me Lu'aab-e-Dahan lagya or un Kliye dua ki, WO Aesy
ShifaYaab Huy K
unhen koi Takleef thi hi nhi.
Bukhari
H#4209
HADEES:
ham (Sahaba) me sy Har Koe Yehi Chahta Tha K JHANDA USAY Dia Jae, pas
Jhanda Hazrt
Ali Ko Dia gya, Or Inhi Kae Haat Pr Fatah Hoe.
Sahaba Ka Aqida Itna SOLID Tha k jb HOZOR Ny Keh Dia To Wesa Hi Hoga
15
ILM-E-GHAIB
HUZOR (SAL LAL LA HO ALIE WASLLM )KA QABR KAE HALAAT DHAIKNA
Sahi Bukhari
H#218:
HUZUR 2 Qabron k pas sy guzry to Farmaya:
Inhen AZAAB Ho raha hy or, farmaya 1 to PEESHAB K Cheenton Sy nhi Bachta tha, or
Dosra CHUGLIYAN Khata phirta tha, phr HOZOR ny 1 SABZ Tehni Li Or is k 2 His'sy Kr k
Har Qaber Pr 1 his'sa Gaar Dia, logo ny Arz ki:
Ya Raso lal Lah ! ap ny aisa Q Kia ?
Farmaya:
Jb tk ye (Tehniyan) Khushk Nhi Hongi in k Azaab Me Takhfeef Rahy gi.
Ye tha HOZOR Ka ILM-E-GHAIB k
ye b JAAN lia k Qaber me Azaab ho rha hy
or
ye b JAAN Lia k Kis waja sy ho raha hy,
or
ye b JAAN lia k Darakht ki Tehniyan Rakhny sy AAZAB Halka hoga
or
ye b JAAN Liya K KAB TAK Hoga.
Is HADEES Me 4 ILM-E-GHAIB Ki Khaberen (news) Jama Hen.
Conti....
16
FATAIH-E-KHYBER
HUZOOR alehi ssalam ny (KHYBER K DIN) Frmaya k KAL MEN ye JHANDA us
Shakhs ko
Donga (yani Maula ALI ko) jis k Haath ALLAH FATEH dega wo ALLAH aur
RASOOL sy
MAHABBAT krta hy ur ALLAH ur RASOOL us sy MAHABBAT krtay hen (Mishkaat
Hadees=5819) "Faizan-e-Mushkil Kusha JARI rahega"
*Tip:"Aur roza rakhna tumhare liye behtar hai; agar tum jantay ho" (Q 2:184)
Get
translation & tafseer of the Quran from Nokia. Reply NT
17
HUZOOR Sallaho Alahi Wasalam
KA ILMeGAIB
(SOBOT e ILMeGAIB
SHARAH BUKHARI)
"HUZOOR Ne Hamy Ibtidai Pedaish Se Khabar Di, Jannati Jannat me or
Jahannami
Jahannam me"
{BUKHARI SHAREEF}
"HUZOOR Ne 1 Hi
Nashist Me Sari MakhloQat K Sary Halaat Ibtida Se Intiha Tak Ki Khabar DeDI"
(FATHUL BARI)
RiZaLT:
ALLAH Ne HUZOOR Ko Gaib ka ILM Diya He Jab To SAHABA Ko bataya .
18
HUZOOR KA ILMeGAIB
(SOBOT e ILMeGAIB)
{IMAAM AHMED QASTALANI}
HaM KO HUZOOR NE PARINDE K PaR HILANY KA ILM BATADIYA HE.
(MUSNAD AHMED BiN HaMBaL)
"Is Me Shak Nai K ALLAH Ne HUZOOR Ko Is Se Bhi Zyada Par MUTTALEA
Farmaya Or AP
(HUZOOR) Ko Sary Agly Pichly HAZRAAT Ka Ilm Diya"
(MUAHIB SHARIF)
Sab Ka WoHi AQida He Jo Barelwion Ka He
19
Elm-e-Ghaib
Nabi SalatoSalam Ne Khud Apni Drmian Wali Ungli Or Ungsht-e-Shahadat Ko
Mila Kr
Frmaya Tha: Me(Yani Mera Dour)Or Qiamat Aapas Me in 2 Ungliyun Ki Trhan
Mutasil Hen.
Bukhari J2,P963,H6139
Muslim J2,P406,H2951
Trimizi J2,P44,H2214
Ibne Majah J2,P293,H4040
Daarmi J2,P221,H2762
20
HUZOOR KA ILMeGAIB
(ILMeGAIB PAR)
<quran></quran>
"ALLAH Ki Shan Ye He K Wo Apne RASOLO Me Se Jise chahe Gaib Ka Ilm De"
(Para:3 AYH:179)
<hadees></hadees>
"HOZOOR Ne Hazrt UMeFAZAL Ko Khbar Di K Fatima K Han Lrka Peda Hoga Jo
Tmhari
Parwarish Me Rhega"
(Mishkat MNAQIBe
AHLeBAIT)
RZLT:
HOZOOR Ne
MAA K PAIT ME KIYA HE ? Pehly Se Khbar Di.
21
HUZOOR KA ILMeGAIB
QURAN
"Jo Tum Khaty ho or Ghar Me Jama Karty Ho Uski Khbar Me Tmhey Desakta Hon"
Para.3 A.49
>HADEES
"ME Kal Jhanda Usko Donga Jis K Hath Par ALLAH Kheibar Fatah Kareyga or Wo
ALLAHoRASOOL Se Muhabbat Karta He"
(BUKHARI Pg:605
RZLT
HOZOR Ne
KAL KI KHBAR PEHLY de di
22
HUZOOR KA ILMeGAIB
(ILMeGAIB PAR)
¤QURAN¤
"(ALLAH Ne) Apko Sikhadiya Jo Ap Na Jantey thy"
(Para.5 Ayh.113)
~HADEES~
"ALLAH Ne Apna Dastey Qudrat Mere
( HOZOOR K )
Siney Par Rakha
Jis Ki Thandak Mene Apne Dil Me Pai To Mene Tamam ASMANoZAMIN Ki Chezo Ko JanLiya
(MISHKAT SHAREEF
BABul MASAJID)
RZLT:
HUZOR Ko ALLAH NE GAIB KA ILM ATaA KIYA HE.
23
HUZOR KA ILMeGAIB
"A Eman Walo!
(HUZOOR Se) Esi Baty Mat Pocho Agr Tum Pe Zahir Krdi Jai To Tmhy Buri Lagy"
(P.7 A.101)
"HOZOR Ne 1Time Mimber Par Kharey Ho Kar Farmya K
JO POCHNA HE POCHO?
1 Admi Ne Kaha Mera Tikhana Kaha He?
FARMAYA Jahanm"
(BUKHARI)
RZLT:
HOZOR NE JAHANMI Hony Ka Pehle Bata Diya..
24
HUZOOR KA ILMeGAIB
(KHALIQ & MAKHLUQ K ILM ME FARQ)
¤ALLAH Ka Ilm Zati he
=MKHLUQ Ka Ilm Atai he
¤ALLAH Ka Ilm Qadem,HaQiQi He (Hmesha Se Hy)
=MKHLUQ Ka Ilm Haadis He
(Hmesha Se Nai)
¤ALLAH Ka Ilm Kisi Tarah Badal nahi Sakta
=MKHLUQ Ka Ilm Badal Sakta He
(DOLATulMAKKIA
Pg.78)
(Alahazrat IMAM AHMED RAZA)
25
HUZOOR KA ILMeGAIB=
(KHALIQ & MAKHLUQ K ILM ME FARQ)
¤ALLAH Ka Ilm Uski Zat K Liye Wajib He
(Wo ALLAH He Jiski Zat Hi Esi He K Usy Tamam Ilm Hona Zruri Hy
=MkhluQ Ka Ilm UsKe Liye Mumkin He
(Zruri Hy K MkhluQ ko Thora Ilm Ho
(DOLAT ul MAKKIA Page:78)
(IMAM AHMED RAZA)
26
HUZOOR KA ILMeGAIB
{SOBOT e ILMeGAIB}
¤SHEKH ABDUL HAQ MUHADIS DEHELWI¤
"WoHi AWAL o AKHiR WoHi ZAHIR o BATIN Or Har Cheez Ko Janta He"
~AL-HADID:3
Ye ALLAHoHUZOOR Ki Sifat He
"HUZOOR Tamam Cheezon K Janne Waly Hen Or ApNe ALLAH K Ahkam UsKi
Sifat Or Afaal
Or Zahiri Batni AWAL o AKHIR K Ulum Ka Ehata Krliya He
27
HUZOOR KA ILMeGAIB
(ILMeGAIB Pe
QUESTION ? ANS)
Ager Nabi Gaib Jante To Kheiber Me Zeher Wala Gosht Nai Khaty ?
HUZOOR Ko Ye Ilm Tha K Is Khany Me Zehar He Or Zehar Mujh Par ALLAH K
HUKoM Se
Asar Nai Karyga.
Q Khaya?
ALLAH KI MARZI Yehi HE Ta K SHAHADT Aap ko Ata Ho
ALLAH Ki Riza Pe Razi The
28
HUZOOR KA ILMeGAIB
(ILMeGAIB Pe
QUESTION ? ANS)
Ager Nabi Gaib Jante To Kheiber Me Zeher Wala Gosht Nai Khaty ?
HUZOOR Ko Ye Ilm Tha K Is Khany Me Zehar He Or Zehar Mujh Par ALLAH K
HUKoM Se
Asar Nai Karyga.
Q Khaya?
ALLAH KI MARZI Yehi HE Ta K SHAHADT Aap ko Ata Ho
ALLAH Ki Riza Pe Razi The.
29
HUZOOR KA ILMeGAIB
(ILMeGAIB Pr
QUES?ANS)
Hazrt Aysha Pe Tohmat Lagi to HUZOOR Pareshan Howy
Gaib Janty
To Na hoty?
Isme Na Batana Sabit He Na Janna Nai
Na Batane Se Na Janna Lazim Nai Ata
ME APNI ZOUJA KO PAK DAMAN Hi JANTA HON
~Bukhari
HAZRT YUSOOF Pe Tohmat Lagi To Bachy Ne JAWAB Diya Or Jab HUZOOR K
Ghar Walo
Par lagi to ALLAH Ne JAWAB Diya
30
HUZOOR KA ILMeGAIB
(ILM e Gaib par Ques?Ans)
HAZRAT Aysha Ka HAaR Khoo Gaya Kafi Talash K Bad Uont K Nichy Se Mila
Agar HUZOOR Ko Ilm Tha To Bataya Q Nai?
ANS:
Na Batany Me Boht Hikmaten Hoti Hen
AYTeTAYAMUM Nazil Howi
Agar HUZOOR Batadete To AYTeTAYMM Nazil Nai Hoti,Umat Ko Mushkil Hoti
JO AaNKH QAYAMT TaK KO DEKHLY UN K NAZDIK UONT KIYA CHEZ HE !
31
HUZOOR KA ILMeGAIB
ILMeGAIB K DALAIL Bayan Kiye Gai The Is Silsily Me 1 WASWASY Ka Jawab
WASWASA: 1
ALLAH Bi ALIMulGAIB
Or HUZOOR Bi ALIMulGAIB Ye To Barabri Hogai?
ANS:
ALIMulGAIB Sirf ALLAH Ko Kaha Jaskta He
Ha
Ye Zaroor He K HUZOOR ALLAH Ki Ata Se Gaib Janty Hn Jitna ALLAH Ne Ata
Kiya
{AaLAHZART Imam Ahmed Raza Farmaty Hen
"HUZOOR YaQinan BeShumar Guyoob ke Janny Waly Hn Magar AALIMulGAIB
SIRF ALLAH
KO KAHA JAIGA
(FATAWA RAZAWIYA J29 P405)
32
HUZOOR KA ILMeGAIB
(ILMeGAIB K WASWASA DOoR KRNE K BARY ME)
<waswasa></waswasa>
EHLY SUNNAT ALLAH or HUZOOR K ILM Ko Barabar Manty Hen To Shirk Ho
gaya ?
ANS:
Ye Galat Fehmi He
Kisi Bary Sunni Alim Ne Kisi Kitab Me Ye Bat Nahi Likhi,
Ye Zaroor Likha He K
"Karooro
(10000000)
Samandaro K MuQably Me Pani K 1 Qarty K Karoorwe Hisy Ko Jo Nisbat Hasil He
Wo Nisbat
Bhi ALLAH Or Tamam MakhlooQ K Ilm K Darmiyan Nahi"
Dekhye IMAM e EHLY SUNNAT IMAM AHMED RAZA Ki Kitab
<fatawa razawia="" j15="" p377=""></fatawa>
33 Last
HUZOR KA ILMeGAIB
ILMeGAIB KA AQIDA
Phr 1Bar Read Karlen
"HUZOR Ka Ilm Zati Nai Balke ALLAH Ki Ata Se He
>HUZOR K Ilm Ki 1 Limit He
>Ye Ilm Hamesha Se Nai Balke Jab Se ALLAH Ne Ata Kiya Uswaqt Se He
>ALLAH Ka Ilm Zati He
>ALLAH K Ilm Ki Intiha(END)Nai
>ALLAH Ka Ilm Hamesha Se He
RZLT
ALLAH Or HUZOR K Ilm Me Barabri Nai He,
PLZ FWD OTHR FRIENDS&FAMILY MEMBERs
JAZAK ALLAH
¤AP KO MUBARAK HO AP K ILMeGAIB K LSN COMPLETE¤
ILM-E-GAIB-E-MU STAFA sallallaho alaihe wasallam:
-ghaib k ilm wala(Allah)apne ghaib ka izhar nahi fermata,siwaye apne favorite
nabyon k.
(sura jin ayat 26)
-
ye nabi ghaib batane ma bakheel nahi.sura takvir ,ayat 24
HADEES#1: Hazrat. Anas Bin Malik radiallahotalaanho se riwayat hai:
H.Umar radiallahotalaanho ne farmaya,
Nabi sallallaho alaihe wasallam ne Jang-e-Badar se 1 din pehle hi hume kuffar-
e-Badar ke
girne ki jaga dikha rahe the, ki kal falaan shaks yahan girega,
H.Umar radiallahotalaanho ne kaha, us zaat ki qasam jisne aapko haq dekar
bheja,
Rasoolullah ne unke girne ki jo jaga batai thi, wo us hadd se bilkul
mutajawiz(alag) nahi
hue.
(Muslim, Kitabul Jannah, H.no.7151 )
.HADEES#2: H.Abu Ayyub radiallahotalaanho bayan karte hain kiRasoolullah
alaihe salam,
suraj ghurub hone ske baad bahar gaye, aapne ek awaz suni to aapne
farmaya,'Yahood ki
qabr me azab ho raha hai.'
(Muslim, Kitabul Jannah, H.no.7144)
.
Is Hadees se Ilm-e-Gaib ke sath ek aur baat saaf hoti hai ki *Rasoolullah alaihe
salam
doorse hi koi awaz sun sakte hain,
*Rasoolullah alaihe salam ye bhi pehchante hain ki qabr ke andar jo shaks hai,
wo Yahoodi hai.
.
HADEES#3: H.Abu Hurairah radiallahotalaanho bayan karte hain ki hum
Rasoolullah alaihe
salam ke sath the, ki aapne ek gargarahat ki awaz suni, aapne farmaya: tumhe
malum hai
ye kaisi awaz thi?
Humne kaha: Allah aur Rasool khoob jante hain, aapne farmaya,
ye ek patthar hai jisko 70 saal pehle Jahannam me phenka gaya tha, ye abhi
tak usme gir
raha tha, aur ab iski gehrai me pahucha hai.
(Muslim, Kitabul Jannat, H.no.7096)
.
HADEES#4: Nabi sallallaho alaihe wasallam ne apni beti .Fatima
radiallahotalaanha ko apne
pas bulaya aur chupke se koi baat kahi, Fatima radiallahotalaanha rone lagi,
aapne fir dusri baat kahi, to wo Hasne lagi.
Ayesha radiallahotalaanha ne .Fatima radiallahotalaanha se pucha, Rasoolullah
alaihe salam ne apse kya farmaya tha jo aap hansi?
H.Fatima radiallahotalaanha ne kaha, Rasoolullah ne pehli baarme apni wafat
ki khabar di to mai rone lagi, aur dusri bar me ye khabar di ki'Apke Ahel(Ghar
wale) me se sabse pehle mai hi la-haq hongi, to mai hansi'
(Muslim, Kitabul Fazail, H.no.6262)
.
Akhir Huzur alaihe salam ko kaise pata tha ki Huzur ke wisal ke baad sabse pehle Fatima
radiallahotalaanha ka hi wisal hoga?
.
Kya ye sab Ilm-e-Gaib nahi hai?
.
HADEES#5.
.
Imam Tirmizi wagairah 10 sahaba se riwayt karte hain ki Sahaba kiram
farmate hain ke ekroz hum subah ko namaz fajr ke liye masjidnabwi me hazir
hue aur Huzur ki tashrif aawrime der hui,"Hatta kidna natara'ash shams"
.
yaani Qarib tha ki Suraj tulu ho jaye,Itne me Huzur Tashrif laye aur namaz
padhayifir Sahaba se mukhatib hokar kaha"jante ho kyun der hui?"
sabne kaha Allaho Rasoolo Aalam. yani Allah aur iske Rasool khoob jante hain,
to Irshad farmaya.
"ataani Rabbi fi ahsani suratin"
'Mera Rab sabse achi tajalli me mere pas tashrif laya'
.
yani mai ek dusri namaz me mashgul tha,
is namaz me to Banda, Khuda ke dar pe hazir hota hai par wahan to khud Khuda ne khud
hi bande par tajalli farmayi,
fir mujhse kaha
"Qaala Ya Muhammad fi ma yakhtismul mala ula'ala"
Allah ne mujhse kaha
"Aye Muhammad alaihesalam ye farishte kis baat me mukhasma aur mubahat karte hain?"
.
maine jawab diya,
"Faqulto la adri"
'mai tere bataye bagair kya janu?'
.
"To Allah Ta'ala ne apna dast-e-Qudrat mere dono shano ke darmiyan rakha aur uski
thandak maine apne seene me mehsus ki,
aur mere samne har cheez roshan ho gayi aurmaine pehchan li"
.
HADEES#6:
.
sirf itna hi nahi ki kisi Wahabi, Najdi ko ye kehne ki gunjaish na rahe ki"kul
shai"se murad
shai mutalliq basharaai hai balki ek riwayat me farmaya
"Ma fis samaaye wal ard"
.
'maine jaan liya jo kuch asman aur zamino mehai'
all above proofs are from
(Mishkat, J-1, S-71,72, Baabul masajidul faslul salis)
.
HADEES#7:
.
Dusri riwayt me farmaya,
"fa alimto ma bainal mashriqe wal maghrib"
'Aur maine jaan liya jo kuch mashriq se maghrib tak hai.'
arey Khabiso kya bagair Ilm-e-gaib ke koi jan sakta hai jo kuch asmano me aur
Zamino me
hai?
.
Jo kuch mashriq se maghrib tak hai?
.
aur iske baad ye Hadis bhi mulahiza farmayen,
.
HADEES#8:
NABI alaihesalam ne farmaya,
Allah ki Qasam,
tum humse kisi bhi chiz ke bare me pucho,
aur mai yahan khade khade hi uski khabar dunga,
(Bukhari J-2 S-1083)
.
farma diya kisi bhi chiz ke bare me pucho,
to fir chahe 7 asman ke upar ke bare me ya 7 zamin ke neeche ke bare me,
yaAdam a.s ke
waqt ke bare me, ya Qayamat tak jo kuch hoga uske bare me puch lo,
.
to kya koi bagair Ilm-e-gaib ke bata sakta hai?
.
agar hai koi to samne aye.
.
Allah hum sabko Rasoolullah ki azmato ko Kama Haqqohu samajhne ki taufiq
ata farmaye
HADEES#9: Nabi sallallaho alaihe wasallam nefitno ko ginte hue farmaya: Teen
fitne aise honge, jo kisi chiz ko nahi chhodenge, Unme se baaz fitne garmiyo ki
aandhiyo ki tarah
honge, baaz fitne chhote hain, aur baaz bade hain.
(Muslim, Kitabul Fitan, H.no.3363)
.
SONE KE PAHAAD KI KHABAR DI:
.
HADEES#10: Nabi sallallaho alaihe wasallam nefarmaya, Qayamat tab tak nahi
ayegi, jab tak ki Darya-e-firaat se ek sone ka pahaad na nikal aaye, jispar logo
me qatl hoga, har
su(second) 99 admi maare jayenge, aur unmese har ek admi yehi sochega ki
shayad mai hi nijat paunga.
(Muslim, Kitabul Fitan, H.no.7201)
.
KHURUJ-E-DAJJAL KI KHABAR DI:
.
HADEES#11: Nai alaihe salam ne farmaya, kuchlog Fateh-e-Qustunt niya me
shaheed ho jayenge aur kuch fateh hasil kar lenge, jab wolog apas me maal
ghanimat taqseem karenge to achanak shaian cheekh maarkar kahega ki
tumhare baal baccho ke paas Maseeh dajjal pahuch gaya hai.
Musalman wahan se nikal padenge, jabki ye Khabar galat hogi.
(Muslim, Kitabul Fitan,7208)
.
QAYAMAT KE QARIB QAUM KI AKSARIYAT KI KHABAR DI:
.
HADEES#12: Nabi alaihe salam ne farmaya, JabQayamat ayegi to Roomiyo,
Isaiyo ki ta'dadsabse zyada hogi.
(Muslim, Kitabul Fitan, H.no.7208)
.
QAYAMAT KE QARIB LOGO KE NAAM, UNKE BAAP, DAADA KE NAAM BHI
RASOOLULLAH JANTE HAIN.
.
HADEES#13: Nabi alaihe salam ne farmaya, Dajjal ki khabar sunkar jo log uski
taraf mutawajja honge aur 10 ghode sawaro ka har awwal dasta bhejenge,
Rasoolullah alaihe salam ne farmaya:
Mai un sawaro ka naam, unke Baap dada ka naam aur unke ghodo ke rang janta hu.
(Muslim, Kitabul Fitan, H.no.7210)
.
JUNG KI FATEH KI KHABAR DI:
.
HADEES#14: Rasoolullah alaihe salam ne ek qaum se farmaya:
1.Tu Jazeerah Arab me jihad karoge, Allah tumhe usme kamyabi ata
farmayega,
2. Fir Tum Fariz me Jihad karoge, Allah tumhe usme fateh ata farmayega.
3. Fir tum Room me jihad karoge, Allah Taala tumhe usme bhi fateh ata
farmayega,
4. Fir tum Dajjal se jihad karoge, Allah Taala tumhe usme bhi fateh ata
farmayega.
(Muslim, Mitabul Fitan, H.no.7213)
.
QAYAMAT KI NISHANI KA BAYAN:
.
HADEES#15: Nabi alaihe salam ne farmaya, Qayamat aane ke waqt suraj
Maghrib se tulu hoga,(Muslim, Kitabul, H.no.7214)
.
Sub'hanALLAH, zara ghaur to kijiye,
Rasoolullah alaihesalam, 1400 saal baad paidahone wale logo ke naam, unke
Baap ke naa m,aur unke Dada ke naam bhi jante hain.
.
Kya ab bhi kisi Wahabi ko koi shak reh gaya?
.
Log kehte hain ki Qabr ke andar ka haal koi nahi janta,
.
Aur Hamara Aqeeda hai ki ALLAH ne apne Mehbub ko ye bhi sikha diya hai .
.
RASOOLULLAH ALAIHESALAM QABRO KE ANDAR KE HAAL BHI JANTE HAIN:
.
HADEES#16:
.
H.Abdullah Ibne Abbas r.a se riwayt hai,
ek martaba Huzur alaihesalam ek baag se guzre,
wahan par 2 Qabrein thi,
ki achanak ek awaz ayi,
to Huzur ne farmaya Qabr walo par azabho raha hai,
ye usi ki awaz hai,
fir H.Ibne Abbas r.a ne pucha ye azab kyu ho raha hai,
farmaya,
ek peshab ki chheet se nahi bachta tha aur
dusra chugli karta tha,
fir farmaya jao
Khajur ki shaakh lekar aao,
mai lekar aya,
Huzur ne uske 2 hisse kiye.,
aur dono ki Qabr par rakh diye,
farmaya
jab tak ye Shaakh sukhegi nahi tab tak inke azab me takhfif(kami) rahegi. iske
rawi hain
H.Ibne Abbas r.a, hawala,
(Bukhari, J-1, Kitabul wuzu, Baabul Azabe Qabr, Hadees no.169)
.
Ye Hadis Ilm-e-gaib ke 4 Points clear karti hai,
1st. Huzur ko kaise pata ki Qabr me azabho raha hai?
.
2nd. Huzur ko kaise pata ki kis waja se azab ho raha hai?
un dono ke amal kya the?
.
3rd, Huzur ko kaise pata ki Khajur ki shakh se azab me kami ho jaegi? .
.
4th, Huzur ko kaise pata ki ye kami kab tak rahegi?
.
Wahabi kehte hain ki Nabi alaihe salam Ilm-e-Gaib jante nahi the, balki jab
Jibreel Ameen
aakar unhe batate, tabhi unhe pata chalta tha,.
.
Ab is Hadees ka koi jawab hai Wahabiyo ke pas?
.
kya iske liye koi wahi nazil hui to sabit karo?
0 comments:
Post a Comment