AALA HAZRAT PAR AITRAZAT KE JAWABAT

on Tuesday, September 22, 2015
      

                                     
                     
 AITRAZ NO.1
hazrat syedi abdul wahab akabir aulia main se hain .hazrat syedi ahmed badwi kabeer ke mazar par bahut bada mela aur hujum hota tha .hazrat is majme main chale atay thay ,aik tajir ki kaneez par nigah parhi nigah fouran pher li ke hadees main irshad howa
an nazar aula laka saniya alaik
pahli nazar tere liye aur doosri nazar tujh par yani pahli nazar ka kuch gunah nahi dosri nazar ka muwakhza hoga ,khair nigah to app ne pher li ,magar wo app ko pasand ayi ,jab mazar shareef par hazir howe irshad farmaya abdul wahab wo kaneez pasand hai ,arz ki haan apne sheikh se koi bat nahi chupana  chahiye irshad farmaya acha hum ne tum ko wo kaneez hiba ki ,ab app sakoot main hain ke kaneez to is tajir ki hai aur huzoor hiba farmate hain,wahan wo tajir haizr howa ,aur is ne kaneez mazar-e-aqdas ki nazar ki ,khadim ko ishara howa unhoon ne app ki nazar kardi ,irshad farmaya abdul wahab ab dair kahe ki ,falan hujra main le jaow aur apni hajat puri karo .

(malfoozat aala hazrat vol 3 pg no 32)

Qayamat Ka ilm NABI Sallallahualaihiwasallam kay paas hai ki nahi???

on Saturday, August 29, 2015





Aksar wahbi Deobandi ko NABI Sallallahualaihiwasallam me aib dhundte dekha hai aur woh kehte hai ki NABI ko yeh ilm nahi woh ilm nahi aisa nahi maalum waisa nahi maalum aur jab hum AHLE SUNNAT JAMAAT inka muh tod Jawaab dete hai toh yeh kehte hai ki kya NABI Sallallahualaihiwasallam ko Qayamat kay aane ka ilm nahi maalum.
Aakhir kisi bhi tarah yeh apne NABI ko lailm saabit karne per tule rehte hai.
Is Article me hum Insha ALLAH un Dalilo’n ko padhege jisse saabit hoga ki ALLAH taala ne NABI Sallallahualaihiwasallam ko Qayamat ka ilm bhi ataa kiya hai aur waqt ko chupane ka hukum bhi diya hai.
Ilm e Ghaib per Total 21 aayat Quran shareef se aur Total 80 Hadees hai,Jo yeh saabit karti hai ki ALLAH TAALA ne NABI Sallallahualaihiwasallam ko Ilm e Ghaib ataa kiya..Makaan wa Mayakoon ka ilm ataa kiya.
Hum Quran ki chand aayat aur uski Tafseer Dekhte hai.

aqaaid e ahle sunnat quraan o hadees ki roshni me

on Thursday, August 27, 2015




                                                            


KYA ESAALE SAWAB JAIYAZ HAI



Answer. Hzrat Saad RadiyALLAHu Anhu Ne Arz Ki YaRasooLALLAH! 
{Alaihisalatu Wassalaam} Meri Maa Ka Inteqal Hogaya To Konsa SadqaAfzal 
He? Farmaya PAANI Ka! Phr Unho Ne KUNWAN [Well] Khdwaya Or Kaha Ye 
SaadKi Maa Ka He

(AbuDaud J1 P#236) (Musnad e Ahmed J5 P#275) (Behiqee Snan Kubra J4 P#185)

WAHABI FITNE KI PESH'N GOI

on Thursday, May 21, 2015
          
Aayiye Deikhate Hein Wahabiyat Ki Paishingoyi Aur Iska Paishawa Mohamad Bin Abdul Wahab Najdi Ka Zahoor. 

01) NABI (Sallallahu Alaihi Wasallam ) k pas ek Gustakh aya jiski Darhi Ghani,sir munda (takla), Tehband TAKHNO SE (kuch zayada he) UNCHA or AaNKHO K DRMYAN SAJDAY K NISHAN thy,
APNE Frmaya k, "sirzameen-e-Najd se Iski Nasal se ek Qaom niklegi k Tum Apni Namazon Or Rozon ko unki Namazon or Rozon k Aagy Haqir Jano ge,Quran Tmse Acha Prhen gy Lekin unk Halaq se niche ni Utre ga,Deen se Aese Nikal Jaenge Jese Teer Kaman se nikal jata hy, ye log nikalte he rahenge yahan tk K Inka akhri giroh Dajjal K sath nikle ga"
(BukhariJ2,P624TirmiziMusndJ04 P424,)
kch smjhy kon hn ye Deo Wahabi?===================

ASLI HANFI KAUN?

            


Is Album se aap k saamney haqeeqat khuley gi, k Deoband 

jo k apney aap ko Hanafi kehtey hain, woh Hanafi hain ya 

sirf dhoka hain

WAHABIYON KE FAREB HANFIYON KE KHILAF

                                Image result for hanfi

                      Wahhabiyon ka Fareb:

FIQA E HANAFI KI KITABON PARR....................................AHL E HADEES , SUNNIYON KO DHOKA DENE KE LIYE………………

AUR HANFIYON KO UN KE MAZHAB SE NAFRAT DILANE KE LIYE UN KI KITABON SE FAREB DETE HAIN,TAKEY SUNNI MUSALMAN KITABON SE DHOKA KHAKAR HANFIYAT SE NAFRAT KARNE LAGE.

IS LIYE YAHAN PAR UN KE Kuch FAREB PESH KIYE JAATE HAIN TAKEY LOG INKI AYYARI AUR MAKKARI KO SAMAJH SAKEIN……-------------------------------------------------------------------------------------------

AITRAAZ NO 1…

LIKHTE HAIN KI , SHEKH ABDUL QADIE JILANI Rehmatullah Aleh NE HANFIYON KOGUMRAH LIKHA HAI ???
KITAAB ………..GHUNYAT-UL-TALEBEEN………………..MAIN???

ANS…….YE ILZAAM HAI.

JABKI SHEKH ABDUL QADIR JILAANI Rehmatullah Aleh NE UN LOGO KO GUMRAH LIKHA HAI……JO AQAEED MAIN …MOTAZALLIYA…THE….MAGAR KHUD KO HANAFEE SABIT KARTE THE…..--------------------------------------------------------------------------------------------

WAHABIYAT KA ITIHAS(HISTORY)




                                                                                        

                  (ba hawala jaa'al haq)                                              
                  HAQEEQT-E-WAHABI: 

Assalam O Alaikum Friends, sab se pehle main aap tamam doston ko Kuch basic and Important Baaten Bata dun....   

Ab zara Ahraam Ahraam aur samajh samajh k aage ki Baaten Parhiye GA..  

 Doston tamaam Buraiyon main sab se bari burai, tamaam Musibaton main sab se Bari Musibat, Aur Tamaam Fitno main sab se Bara Fitnah "WAHABIYON NADIYON" ka hai...   

IS ki KHABAR Hamare Pyare NABI (Sallalaho Aleh E Wassallam) ne Pehle hi De di thi, aur Musalamanon ko is se AAGAH b kya tha...   

(MAshkaat JILD 2, BAAB (ZIKR-E-YAMAN-0-SHAAM) main BUKHARI k Hawale se Riwayat hai k

HAZRAT ABDULLAH IBN-E-UMAR (Razi ALLAH ANHO) farmate hain k ek Din HAZRAT MUHAMMAD (ALEH SALAAM) bargah -e-ILAHI main haath uthae dua farma rahe the k..   

KANZUL IMAAN V/S KUFRIYA TARJUMA

on Tuesday, May 12, 2015

                          
                                   

                           


                                   





                      KANZUL IMAAN V/S KUFRIYA TARJUMA 

(1)
"AALIM-E-ISLAM" ki abqari shakhsiyat "AALA HAZRAT AZEEM-UL-BARKAT MUJADDID'DEEN-O-MILLAT IMAM AHMAD RAZA KHAN FAAZIL-E-BARAYLVI" (raziallahuanhu) ki paidaish 10/SHAWWAL HIJRI/1272 mutabiq-14/JUN/1856 ko city BARAYLI SHAREEF may hui "AAPKA" paidashi naam "MOHAMMAD" tarikhi naam "AL MUKHTAR" aur "JADD-E-AMJAD HAZRAT MAULANA RAZA ALI KHAN" (alaihir'rehma) NAY "AAPKA" naam "AHMAD RAZA" rakha
"RASOOLULLAH"(sallallahualaihiwasallam) FARMATAY HY'N "har 100 saal k aakhir pr is UMMAT k liye ALLAHTA'ALA 1 MUJADDID BHAYJAYGA JO UMMAT k liye uska DEEN taza kar dayga" (ABU DAWOOD, J-2, P-241)

WAHABIYON KE AKSAT POONCHE JANE WALE SAWALON KE JAWABAT


                                         



Aaj Kal Kuch Dino Say Ye Fitna Faila Hai Jahan Par Bohat Say Bad Mazhab Log Masoom Logo Ko Quran Aur Hadees Kay Hawalay Mang Kar Gumrha Kar Rahay Hai Ye Nichay Kuch Sawalat Aur Unkay Jawabat Hai Jo Ye Log Aksar Puchtay Hai:

Sawal 1 : Kis Sahabi Kay Urs Par Sab Say Zyada Log Jama Hotay Hai?

Answer : Hazrat Tamim Ansari (Radiallahanhu) Kay Urs Sharif Jinki Mazar Kolam Sharif Samundar Kay Kinaray Madras Chennai Main Hai Aur Usi Tarah Hazrat Bilal Habsi(Radiallahanhu) Jinki Mazar Damascus Mulkay Sham Main Hai, Hazrat Salman Farsi (Radiallahanhu) Iraq, Hazrat Ali (Radiallahanhu) Najaf, In Sahabi Kay Urs Par Sab Say Zyada Log Jama Hotay Hai.

GYARVI KA SABOOT GHAIRON KI KITABON SE







1.
AHLE HADEES KE MAULVI SANAULLAH AMRUTSARI SE SAVAL KIYA GAYA KI GYARVI ME ESALE SAVAB KE LIYE GARIBO KO KHANA KHILANA JAYEZ HAI YA NAHI ?



JAVAB-AGAR ESALE SAVAB KI NIYYAT SE KARE TO KOI IKHTELAF NAHI HAI.
YANI JAYEZ HAI.

>FATAVA E SANAYIYA
PART-2 PAGE-71

AHLE HADEES(KHABEES) KAMASUTRA


            
          



           

  












                  अहले हदीस कामसूत्र
              बिस्मिल्लाह ह़िर रहमानिर्रहीम
                    अर्ज़ मुरत्तिब
यह एक तारीखी हकीक़तऐतिहासिक तथ्य( है कि गैर मुक़ल्लिदीन (जो खुद को अहले हदीस कहते हैं) का वजूद (स्थापित) अंग्रेज़ दौर से पहले न था | अंग्रेज़ के दौर से पहले भारत में न उनकी कोई मस्जिद थी ना मदरसा और ना कोई पुशतक | अंग्रेज़ ने भारत में क़दम जमाया तो अपना अव्वलीन हलीफ (सबसे पहली सहयोगी)  उलमाए देवबंद को पाया | यही वोह उलमा अहले सुन्नत थे जिन्होंने अंग्रेज़ के खिलाफ जिहाद का फतवा दिया और हजारों मुसलमानों को अंग्रेज़ के खिलाफ (विरोध) मैदाने जिहाद में ला खड़ा किया और जिस ने अंग्रेज़ के विरोध जिहाद को हराम करार दिया और मुसलमानों में तफरका और इन्तिशार (विभाजन एवं अराजकता) फैलाया और आज तक गैर मुक़ल्लिदीन अपनी रविश (विधि) पर क़ायम हैं |

rts

print

Popular Posts