AITRAZ NO.1
hazrat syedi abdul wahab akabir aulia main se hain .hazrat syedi ahmed badwi kabeer ke mazar par bahut bada mela aur hujum hota tha .hazrat is majme main chale atay thay ,aik tajir ki kaneez par nigah parhi nigah fouran pher li ke hadees main irshad howa
an nazar aula laka saniya alaik
pahli nazar tere liye aur doosri nazar tujh par yani pahli nazar ka kuch gunah nahi dosri nazar ka muwakhza hoga ,khair nigah to app ne pher li ,magar wo app ko pasand ayi ,jab mazar shareef par hazir howe irshad farmaya abdul wahab wo kaneez pasand hai ,arz ki haan apne sheikh se koi bat nahi chupana chahiye irshad farmaya acha hum ne tum ko wo kaneez hiba ki ,ab app sakoot main hain ke kaneez to is tajir ki hai aur huzoor hiba farmate hain,wahan wo tajir haizr howa ,aur is ne kaneez mazar-e-aqdas ki nazar ki ,khadim ko ishara howa unhoon ne app ki nazar kardi ,irshad farmaya abdul wahab ab dair kahe ki ,falan hujra main le jaow aur apni hajat puri karo .
(malfoozat aala hazrat vol 3 pg no 32)

JAWAB:-1
AITRAZ NO.2
tumhare aalahazrat farmate hein ki....farmatay hain keh Anbiya karam ki qaboor mutahera main Azwaj mutaheraat paish ki jaati hain aur woh unn kay sath shab bashi farmatay hain.
JAWAB:-2
Tum Wahabi honay ki wajah say aqal say paidal aur aqal kay andhay ho. Malfoozat ki ibarat main wazeh likha huwa hay SAYYIDI MUHAMMAD BIN ABDULBAQI ZURQANI rehmatullah alaih farmatay hain keh Anbiya karam ki qaboor mutahera main Azwaj mutaheraat paish ki jaati hain aur woh unn kay sath shab bashi farmatay hain.
jumla siraf itna sa tha aur tum apnay andar ki ghalazat aur bayhooda soch ko AalaHazrat kay zimmay laga rahay hau.Yeh Imam Muhammad bin AbdulBaqi Zurqani Maliki musannif Sharh Muwahib Laduniya ka qaul hay jau unhon nay apni kitab SHARH ZURQANI JILD#6 PAGE #169 par likha hay jis ko AalaHazrat nay naqal kiyya hay.
jo kuch tum mughalezat keh rahay hau woh sab tum Imam Zurqani ko bhi keh rahay hau. Tau AalaHazrat ki to tumhain koi sharm o lehaz nahi kam az kam Imam Zurqani Maliki ka hee lehaz kar lau.

Aitraj no.3
jawab no. 3
Aap chahte hai k ham qubul kare k A'ala Hazrat ne Ghose-A'azam ko nabi hona qubul kiya hai. Awwal to aisa bilkul nahi hai.
A'ala Hazrat ne saaf jawab diya hai k,- "har hadees huq hai har huq hadees nahi, hadees manne aur Sayyade A'alam sallallahi alahi wasallam ki taraf nisbat karne ke liye subut chahte hai aur bina subut nisbat karna jayz nahi, aur Qaule mazkura ke -- Huzoor sallallahi alahi wasallam. ne farmaya ke, "mere bad nabi hota to peerane peer hote" sabit nahi.
Ye hai A'ala Hazrat ka jawab.
Raha aapka aitraz k," kisi Allah ke Wali ko Nabi ke barabar hone ki khabar dena kaha se sahi he kya ye amal sahaba ne kiya hai"?
JAWAB :--
Pehli baat to ye ke yaha barabari ka sawal hi nahi Q K ek ke uper ek ko fazilat hai hamare Nabi sallallahi alahi wasallam. ko sab par fazilat hai. Yaha murad "Itlaq" yani kehne ke aitbar se unki fazilat, qadro- manzilat batana maqsood ho, wo bhi "mafhoome-sharti" par kehna jaiz hai ke khud Ghose-pak farmate hai ke,-"mere jadde Akram sallallahi alahi wasallam. ne jo Qadam uthaya mene wahi qadam rakha siway Iqdame nabuwwat ke, ke usme gaire Nabi ka hissa nahi".
Dusri baat ye hai ke aapka ye kehna ke, "kya sahaba ne ye amal kiya"? To jawab ye hai ke Sahaba ki chorhiye khud Nabi e pak sallallahi alahi wasallam ne " Khatme Nabuwwat" ke hukm ke ba wajood (jawaze Itlaq me) ek Allah ke Wali Umar R.A. ke liye farmaya ke,- "mere ba'd agar Nabi hota to Umar hote".
Ab yaha ye kehna ke," Hazrat Umar R.A. ko Khatme Nabuwwat k ba wajood Nabi ke barabar kar diya ma'zallah ye khyal jaiz nahi. Yaha Hazrat Umar ki fazilat bayan karna maqsad hai.
Jaise ke dusri Hadis me Hz. Ibne Asakar se marvi he,--"Huzoor sallallahi alahi wasallam ke sahibzade "Hazrat Ibrahim" Siddiq wa Paiganbar hote".
Aur Imam ibne hajar makki apne fataway-"Hadisiya" me farmate hai,- "Ulema ne " Imam Abu Muhammad jaweni" ki nisbat se kaha ke, "agar ab koi Nabi ho sakta hai to wo (Abu Muhammad jaweni) hote."
Ye Itlaq sirf in Hazraat ki Qadr w manzilat aur fazilat bayan karna maqsood hai na ki Nabi ke barabar darja dena.
magar mere bhai sirf A'ala Hazrat par hi ye ilzam kyu? Uper zikr ki gayi riwayat k mutabiq to "ma'zallah! khud Rasoole-Akram sallallahi alahi wasallam aur mazkoora Imam w Ulema par bhi ilzam aayega."
Kuch log A'ala Hazrat se bugz aur adawat ki wajah se itna gir jate hai ke wo A'ala Hazrat ko badnam karne ke chakkar me Nabi- Akram sallallahi alahi wasallam ki Tohin, inkare hadis jhoot w fareb karne se bhi nahi chookte. aise logo ko toba ki bhi tofiq nahi to phir wo apna thikana bhi Jan len.
Aitraz no. 4
wahabi ek aitraz ye karte hein ki sarkar aala hazrat ne ismail
dehlvi ki takfeer kyon nahin ki?
Jawab no.4
Alahazrat Imam e Ahlesunnat Imam Ahmed Raza Khan alaihirahmatir Rahman nay Ismail Dahalvi ki kitab say bayshumar kufriyat naqal karay laiken is ki takfeer nahee farmaiay is ko kafir kahnay say Sakoot farmaya aur yei is baat ka saboot hai kay jo deobandi kahtay hai Alahazrat nay har kisi ko kafir kah dia wo sab say baray jhotay hain.
Alahazrat ka Ismail dahlavi ki takfeer na karna is baat ka buhat bara saboot hai kay Ulama e Ahlesunnat kisi ki takfir kay baray mai kis qadar ahtiyat say kaam laitay aur Alahazrat nay yaqeenan jin pay kufr ka fatwa lagaya wo apnay kufr pay qayam rahay , na koi wazahat na koi tau'ba balkay barha dawat dee khat likhay koi asar na howa ,,,, Ismail Dahalvi kay baray mai albatta yei mashoor hogaya tha kay us nay ta'uba kar lee hai aur apni kitab taqwiyat ul iman kay aqa'id say tai'b hogaya hai isi waja say Alahazrat nay Is kay baray mai sakoot farmaya kay 1 baat aisi mashoor ho gaee thee kay Is shaks nay tauba kar lee hai ..
Fatwa kufr say pahlay Alahazrat nay deobandi wahabi dosray mullao ko bhee khatot likhay thay kay wo wazahat karain apni kitabo mai darj gustakhana ibarat ki , Tauba karain magar wo sab apnay kufr pay datay rahay salha sal wo kitabain waisay he chapti rahee na koi tauba kee gaee na koi wazahat kari gaee jab kahee ja kay har ahtiyat har mumkin qadam uthanay kay baad Alahazrat Imame Ahlesunnat nay deobandi mullao pay fatwa kufr lagaya..
Deobandiyo ka hal yei hai kay khud he kahtay hai Alahazrat nay hamaray mullao ko kafir kah dia barelvi har kisi ko kafir kah daitay hain (jo kafir hai us ko phir kia kaha jaiay ga?) phir khud he yei bhee dawa kartay hai Alahazrat nay Ismail Dahalvi ko kafir nahe kaha .. in say koi pochay jab har kisi ko kafir kah daitay hai tu Ismail dahalvi ko kahnay mai kia haraj tha? sabit howa Alahazrat nay jin jin deobandi wahabi mullao ki takfeer kari un pay takfeer sabit ho chuki thee aur un ki takfer lazim ho chuki thee
Aitraz no.5
jawab no 5
Wahbiyon aur Deobandiyon k aqal ki daad detta hoon mein un ko. Zarra wo ye bataen k "Kia A'ala Hadrat ne ye waq'ia apni taraf se bayyan kiya hai kia ??? Aankhen khol kr dekhen wo, aur agar un ki aankhon men b un k akaabir Rasheed Ganguhi ki tarah "Motiya" utr aaya hai to, kissi aur se parha len.
Aap se kissi ne sirf yahee puchha hai k "Ye waqia kis kitaab men hai, aur poora waqia kia hai ?"
Ab wo us kitaab k musaniff pr aitirazat kren, ussi pr fatwaen lagaen, agar us ne gaalt baat ki hai to....
Lakin Alhamd O Lillah wo baat Quran O Hadees ki roshni men bilkul theek hai.
Aitraz no.6
ummul momineen hazrar aayesh radiyallahu anha ki shan me gustakhi ka ilzam
wahabiyon ki tarf se sarkar aala hazrat radiyallahu anhu par kiye jane wale isi tarah ke deegar aitrazaat ke jawabat ke liye neeche di gayi links par dekhein
اہلِ سُنّت بریلوی ہی اہل حق ہیں : : مخالفین کی گواہیاں۔ 1
شاعر مَشرق علّامہ محمد اقبال قادری ؒ کا مسلک کیا تھا ؟2
اعلٰحضرت پر منکر ختم نبوّت اور گستاخ رسول ہونے کا دیوبندی الزام کا جواب 3
سورہ یوسف کی عورتوں کو تعلیم اور علّامہ فیض احمد اویسی پر دیوبندی اعتراض کا جواب 4
دیوبندیوں کے نام نہاد ہندو کی مسلم سے فریاد کا جواب 5
اہل حق اہل سنت مذہب میں حج فرض نہیں ،بہتان کا منہ توڑ جواب 6
راعی اُمت کہنے پر دیوبندی وھابی اعتراض کا جواب 7
اعلٰی حضرت پر شیعہ ہونے کا الزام کا منہ توڑ جواب 8
گُستاخ کون ؟؟؟ اُلٹا چور کوتوال کو ڈانٹے 9
اعٰلحضرت کے حقّہ پینے پر اعتراض کا جواب10
اعلٰحضرت کے پر الزام کا جواب الّو حلال یا حرام ؟ 11
خواجہ غلام فرید رحمۃاللہ علیہ اور فوائد فریدیہ پراعتراض کا جواب 12
حضور صلی اللہ علیہ وسلم زوجین کے جفت ہونے کے وقت روحانی طور پر حاضر ناظر ہونے پر اعتراض کا جواب 13
شکاری والے اعتراض کا جواب 14
دوسروں کو نصیحت اور خود میاں فضیحت 15
اعٰلحضرت پر جھوٹ کے الزام کا جواب 16
مُشرک کون ؟ 17
اہل سنت کے نزدیک ٹڈی حلال یا حرام جواب حاظر ہے 18
جواب رضا خانی ریسٹورنٹ19
مُشرک کون ؟ 20
شرک اور توحید کے پوسٹر کا جواب 21
کیا بریلوی امام بخاری کے گستاخ ہیں 22
لفظ مجرا کے اعتراض کا جواب 23
کیا اعلٰحضرت نے ایک ہندو کو ابدال کہا ؟ 24
اعلٰی حضرت کی حمد رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی حمد کے برابر ہے ؟ بہتان کا جواب 25
اعلٰی حضرت نے نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کی امامت کا عویٰ کیا ؟ ! بہتان کا منہ توڑ جواب 26
مولوی برکات کی قبر کی خوشبو روزہ رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی خوشبو کے برابر؟ کا اعتراض کا جواب 27
حضور سیدنا غوث اعٰظم ؒ کی کرامت دیوبندیوں کی زبانی 28
عید میلاد پر وسوسوں کا علاج 29
کیا یہ دعوت اسلامی کے لئے لمحہ فکریہ تھا ؟ پوسٹر کا منہ توڑ جواب 30
عید میلاد النبی صلی اللہ علیہ وسلم اور دیو کے بندو کو کھلا چیلنج 31
کیا قرآن کتوں پر بھی نازل ہوتا ہے مقیاس الحنفیت کی عبارت کا منہ توڑ جواب 32
اعٰلحضرت پر غیر محرم عورت کو دیکھنے پر الزام کا منہ توڑ جواب 33
ملفوظات شریف میں نبی پاک صلی اللہ علیہ وسلم قبر مطہرہ میں شب باشی فرماتے ہیں کے اعتراض کا جواب 34
شمالی ہوا بانجھ ہو گئی ملفوظات اعلٰحضرت پر اعتراض کا جواب 35
امام احمد رضاؒ خان کی وصایا شریف میں موجود کھانوں پر اعتراض کا جواب 36
اعلٰحضرت کے بچپن کے واقعہ پر اعتراض کا جواب 37
جواب اعتراض دیوبند بریلوی کا کلمہ 38
بریلوی کوئی نیا فرقہ نہیں ہے بلکہ اہل حق اہل سُنّت ول جماعت ہے 39
مناظرہ جھنگ اور اہل سُنّت کی فتح اور دیوبندی تنقید کا جائزہ 40
سُنّی حامد سعید کاظمی شریف آدمی ہیں کرپشن نہیں کر سکتے ڈاکٹر عبد القدیر خان 41
حامد سعید کاظمی ؒ پر کوئی فتویٰ اُن کے والد صاحب کا ثابت نہیں دیوبندیوں کا فریب اور جھوٹ 42
ترجمعہ قرآن کی تشریح میں ایک اعتراض کا جواب 43
بریلویوں کے نزدیک منی حلال ہے چاہے خنزیر کی ہو۔الزام کا منہ توڑ جواب 44
دیوبندی پوسٹر ’ ُسنیوں کے نزدیک شیطان نماز اور استغفار کرنے والے ہے ‘‘ کا جواب 45
اھل حق اہل سُنّت جماعت میں نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم کی اطاعت فرض ہے 46
رجب کے کونڈے کرنا کیسا ہے مع اعتراضات کے جوابات 47
ایک بیہودہ اعتراض کا جواب 48

0 comments:
Post a Comment