(ba hawala jaa'al haq)
HAQEEQT-E-WAHABI:
Assalam O Alaikum Friends, sab se pehle main aap tamam doston ko Kuch basic and Important Baaten Bata dun....
Ab zara Ahraam Ahraam aur samajh samajh k aage ki Baaten Parhiye GA..
Doston tamaam Buraiyon main sab se bari burai, tamaam Musibaton main sab se Bari Musibat, Aur Tamaam Fitno main sab se Bara Fitnah "WAHABIYON NADIYON" ka hai...
IS ki KHABAR Hamare Pyare NABI (Sallalaho Aleh E Wassallam) ne Pehle hi De di thi, aur Musalamanon ko is se AAGAH b kya tha...
(MAshkaat JILD 2, BAAB (ZIKR-E-YAMAN-0-SHAAM) main BUKHARI k Hawale se Riwayat hai k,
HAZRAT ABDULLAH IBN-E-UMAR (Razi ALLAH ANHO) farmate hain k ek Din HAZRAT MUHAMMAD (ALEH SALAAM) bargah -e-ILAHI main haath uthae dua farma rahe the k..
" Ae ALLAH hamare liye SHAAM main barkat de, Ae ALLAH hum ko hamare YAMAN main BARKAT de"
Jo jo log wahaan mojood the,un main se Ba'az ne Arz kiya k, "YA RASOOL ALLAH (Sallaho Alehe Wassallam) dua farmaen k Nijd main Barkat de"
par AAP (ALEH SALAAM) ne wohi pehli waali Dua farmai, magar "NIJD" ka naam na liya..
Unhon ne phir tawajjah dilai k,
"Huzoor (ALEH SALAAM) yeh b Dua farma den k NIJD main Barkat ho", par Huzoor (ALEH SALAAM) ne wohi pehli waali dua ki, aur 3 dafa SHAAM aur YAMAN k liye maangi, par NIJD ka naam na liya, bal k AAKHIR main Farmaya..
"MAIN us Azli Mehroom KHITTAY ko dua kis tarah farmaon, wahaan to ZALZALAY aur FITNE honge, AUR WAHAAN SHETAANI GEROH PEDA HOGA"
Is FARMAN k mutaabik 12th CENTURY main NIJD se, MUHAMMAD IBN-E-ABDUL WAHAAB peda huwa, Us ne kya kiya??
AHL-E-HARMEN 0 DEEGAR MUSALMAAONON par zulm kiye, in k kuch ZULM, ALLAMA SHAAMI ne apni KITAAB RADAL MUKHTAAR, JILD 3, BAAB UL BALAGAAT k shoru main kuch is tarah bayan farmaya hai,
"Jesa k HAMARE ZAMAANE main ABDUL WAHAAB k maanne waalon ka Waaqiya huwa k yeh log NIJD se nikle, aur MAKKAH O MADINA SHAREEF, par unhon ne GALBA kar liya, apne aap ko HAMBLI MAZHAB ki tarf se mansoob karte thay, lekin in ka AQEEDA yeh tha, k sirf hum hi musalmaan hain, jo Hamare AQEEDAY k Khilaaf hai, woh MUSHRIK hai, is liye inhon ne AHL-E-SUNNAT WALJAMA'AT ka QATAL jaez samjha, aur un k ULAMA ko QATAL kiya, yahaan tak k ALLAH ne WAHABIYON ki shoqat tori, aur un k sheheron ko veeraan kar diya, aur ISLAMI LASHKARON KO IN PAR FATAH DI, yeh WAQIYA 1233 Hijri main huwa..
0 comments:
Post a Comment