AITRAZ NO.1
hazrat syedi abdul wahab akabir aulia main se hain .hazrat syedi ahmed badwi kabeer ke mazar par bahut bada mela aur hujum hota tha .hazrat is majme main chale atay thay ,aik tajir ki kaneez par nigah parhi nigah fouran pher li ke hadees main irshad howa
an nazar aula laka saniya alaik
pahli nazar tere liye aur doosri nazar tujh par yani pahli nazar ka kuch gunah nahi dosri nazar ka muwakhza hoga ,khair nigah to app ne pher li ,magar wo app ko pasand ayi ,jab mazar shareef par hazir howe irshad farmaya abdul wahab wo kaneez pasand hai ,arz ki haan apne sheikh se koi bat nahi chupana chahiye irshad farmaya acha hum ne tum ko wo kaneez hiba ki ,ab app sakoot main hain ke kaneez to is tajir ki hai aur huzoor hiba farmate hain,wahan wo tajir haizr howa ,aur is ne kaneez mazar-e-aqdas ki nazar ki ,khadim ko ishara howa unhoon ne app ki nazar kardi ,irshad farmaya abdul wahab ab dair kahe ki ,falan hujra main le jaow aur apni hajat puri karo .
(malfoozat aala hazrat vol 3 pg no 32)