AQEEDA E AHLE KHABEES GAIRMUQALLID

on Saturday, April 4, 2015








AQEEDA # 1

"Huzoor (Aleh Salaam) ka Mazaar Gira dene k Laayak hai , Agar is k Gira dene
par Qaadir hogaya to Gira dunga"... 
said by"Bani WAHABI Mazhab, Muhammad Bin Abdul Wahab Najdi"( kitaab : Auzah Al
Braheen)

AQEEDA # 2 :
"Meri Laathi, Muhammad (Aleh Salaam) se behtar hai, Q k, is se Saanp
maarneka Kaam liya ja sakta hai,Aur Muhammad mar gae, unhen koi Nafa Baaqi na raha"...
(Nauzubillah).. . said by"Bani WAHABI Mazhab, Muhammad Bin Abdul Wahab Najdi"
( kitaab :Auzah Al Braheen, Page : 10)

AQEEDA # 3:
Muhammad Bin Abdul Wahab Najdi ka Aqeedah tha k Jumla Aehle Aalam O
Tamaam Musalmanaan ,Diyar-E-Mushrik O Kaafir hain, aur un se Qatal O Qataal karna ,
un k Amwaal ko un se Cheen lena Halaal aur Jaez balke Waajib hai.. (Maakhooz Hussain
Ahmed Madni, ( Ash Sahab us Saqib , Page : 43) Kutub khana , Aezaziya Deoband)


DEOBANDI AQAID

AQEEDA # 1:
"Gaib ki baaton ka jesa Ilm Huzoor (Aleh Salaam) ko hai, aesa Ilm Zed O Umar, bachon aur Paglon ko, balkay tamaam jaanwaron ko haasil hai, Rasool Ki Takhsees nahin"
Hawalay k liye dekhiye kitaab ( Hifzul Eemaan, Page: 8, Musannif: Molvi Ashraf Ali Thanvi, Shae Karda: Kutub Khana Ashrafiya Company Deoband aur Kutub Khana Aezaziya Deoband)
AQEEDA # 2:
"Huzoor (Aleh Salaam) ko Aakhri Nabi samajhna Awaam ka khayal hai, Ahl E Ilm ka nahin"
( Tehzeer Un Naas, Page: 3, Musannif: Molvi Muhammad Qasim Sahab Nanatwi, Shae Karda: Kutub Khana Aezaziya Deoband)
AQEEDA # 3:
"Huzoor (Aleh Salaam) k baad koi Nabi peda hojae to phir b Khatmiyat E Muhammadi main kuch faraq na aaega"
(Tehzeer Un Naas, Page: 25)
Note: Yahi Aqeedah Qadiyaniyon ka b hai

FITNA-E-WAHABIYA KI HAQEEQAT

on Monday, March 30, 2015
                          
           





       

              Wahhabiyat-o-Najdiyat Fitney ki Peshan Goi


   


Aayiye Deikhate Hein Wahabiyat Ki Paishingoyi Aur Iska Paishawa Mohamad Bin Abdul Wahab Najdi Ka Zahoor.



01) NABI (Sallallahu Alaihi Wasallam ) k pas ek Gustakh aya jiski Darhi Ghani,sir munda (takla), Tehband TAKHNO SE (kuch zayada he) UNCHA or AaNKHO K DRMYAN SAJDAY K NISHAN thy,

APNE Frmaya k, "sirzameen-e-Najd se Iski Nasal se ek Qaom niklegi k Tum Apni Namazon Or Rozon ko unki Namazon or Rozon k Aagy Haqir Jano ge,Quran Tmse Acha Prhen gy Lekin unk Halaq se niche ni Utre ga,Deen se Aese Nikal Jaenge Jese Teer Kaman se nikal jata hy, ye log nikalte he rahenge yahan tk K Inka akhri giroh Dajjal K sath nikle ga"
(BukhariJ2,P624TirmiziMusndJ04 P424,)
kch smjhy kon hn ye Deo Wahabi?===================

UNCHI QABR AUR QABRO PAR GUMBAD BANANA JAEZ HAI








 UNCHI QABR AUR QABRO PAR GUMBAD BANANA JAEZ HAI



Isme hum apko Sahih Hadeeso ke Saheeh tarjume ke sath aur Muhaddesin aur Aimma ke aqwal ke sath Dalile pesh karenge. Pehle kuch Basic info bhi deta hain:

:
Islam aalam ka ek bada tabqa aaj Qabro ki ziyarat ko mustahab, Buzurgo ki Qabro ko awam se mumtaz rakhne ko afzal aur Sahaba wa Auliya ki Qabro se tabarruk hasil karne ko jaez aur mustahen gar janta hai.
Unki taraf Shiddar-e-Haal, yani safar karna bhi jaez hai, Unji ziyarat bhi baais-e-ajr, neez unko deegar qabro se mumtaz karne ke liye unpar Qubba banana bhi jaez samajhta hai.
Aur ye fatwa aaj ka nahi balki Salaf-e-Salehin se manqul hai.
Aur jo log mulk-e-Shaam, Iraq, Filisteen aur Misr ka safar karte hain wo apne sar ki ankho se un fatwo par amal mehsus shakl me mulahiza farmate hain.
Goya salaf se lekar Khalaf tak is baat par Ijma amali hai.
:
Khud hejaz Muqaddas me Ibne Saud ki hukumat se qabl Ummul Momineen Syyedah Khadijatul Kubrah r.a ke mazar par qubba tha.
Jisko zalim Saudi Saudi hukumat ne Shahid kiya,
Syedush Shuhada H.Ameer Hamzah r.a ke mazar par Qubba bana hua tha, Jisko baad me shaheed kiya gaya,
.


karaamate ghaus e aazam radiyallahu anhu

on Sunday, November 4, 2012





   WILADAT KE WAQT KI KARAMAAT
Aap Ke Walid e Maajid Hazrat Abu Saleh Musa Jangi Dost Rehmatullahi Ta’ala Alaihi Ko Huzoor Nabi Karim Sallallahu Ta’ala Alaihi Wasallam Ki Ziyarat Huyi Aur Aap Ne Farmaya Aye Mere Bete Abu Saleh Tujhe Allah Ta’ala Ne Wo Farzand Diya Hai Jo Mera Beta Aur Mehboob Aur Khuda Ka Bhi Mehboob Hai Aur Us Ka Martaba Auliya Mein Aisa Hoga Jaisa Mera Martaba Ambiya Mein Hai.
Tamam Ambiya Wa Rasul Ne Aap Ke Walid-e-Majid Ko Khwab Mein Basharat Di Ki Siwaye Sahaba Aur Aimma e Kiram Ke Tamam Auliya Awwalin Wa Aakhirin Aap Ke Farzand Ke Farma Bardaar Honge Aur Us Ki Ita’at Un Ke Darjaat Ki Bulandi Ka Baais Hogi.
Viladat Ki Shab Baghdad Mein Sab Ladke Paida Huwe Jin Ki Tadaad Gyara Sau (1100) Thi Aur Wo Sab Auliya e Kamileen Huwe Hain.
Aap Ne Tamaam Ramzan Saher Se Lekar Iftar Tak Walida Majida Ka Doodh Nahi Piya.
Huzoor Nabi Karim Sallallaho Ta’ala Alaihi Wasallam Ne Me’araj Ki Raat Jo Aap Ki Gardan e Mubarak Par Qadam Rakha Tha Us Ka Nishan Aap Ki Gardan Mubarak Par Maujood Tha.
Aap Ki Wiladat Ke Waqt Aap Ki Walida Majida Ki Umar Saath(60) Saal Ki Thi.Is Umar Mein Aap Ki Paidaish Bhi Ek Karamat Hai.


rts

print

Popular Posts