AALA HAZRAT PAR AITRAZAT KE JAWABAT

on Tuesday, September 22, 2015
      

                                     
                     
 AITRAZ NO.1
hazrat syedi abdul wahab akabir aulia main se hain .hazrat syedi ahmed badwi kabeer ke mazar par bahut bada mela aur hujum hota tha .hazrat is majme main chale atay thay ,aik tajir ki kaneez par nigah parhi nigah fouran pher li ke hadees main irshad howa
an nazar aula laka saniya alaik
pahli nazar tere liye aur doosri nazar tujh par yani pahli nazar ka kuch gunah nahi dosri nazar ka muwakhza hoga ,khair nigah to app ne pher li ,magar wo app ko pasand ayi ,jab mazar shareef par hazir howe irshad farmaya abdul wahab wo kaneez pasand hai ,arz ki haan apne sheikh se koi bat nahi chupana  chahiye irshad farmaya acha hum ne tum ko wo kaneez hiba ki ,ab app sakoot main hain ke kaneez to is tajir ki hai aur huzoor hiba farmate hain,wahan wo tajir haizr howa ,aur is ne kaneez mazar-e-aqdas ki nazar ki ,khadim ko ishara howa unhoon ne app ki nazar kardi ,irshad farmaya abdul wahab ab dair kahe ki ,falan hujra main le jaow aur apni hajat puri karo .

(malfoozat aala hazrat vol 3 pg no 32)

Qayamat Ka ilm NABI Sallallahualaihiwasallam kay paas hai ki nahi???

on Saturday, August 29, 2015





Aksar wahbi Deobandi ko NABI Sallallahualaihiwasallam me aib dhundte dekha hai aur woh kehte hai ki NABI ko yeh ilm nahi woh ilm nahi aisa nahi maalum waisa nahi maalum aur jab hum AHLE SUNNAT JAMAAT inka muh tod Jawaab dete hai toh yeh kehte hai ki kya NABI Sallallahualaihiwasallam ko Qayamat kay aane ka ilm nahi maalum.
Aakhir kisi bhi tarah yeh apne NABI ko lailm saabit karne per tule rehte hai.
Is Article me hum Insha ALLAH un Dalilo’n ko padhege jisse saabit hoga ki ALLAH taala ne NABI Sallallahualaihiwasallam ko Qayamat ka ilm bhi ataa kiya hai aur waqt ko chupane ka hukum bhi diya hai.
Ilm e Ghaib per Total 21 aayat Quran shareef se aur Total 80 Hadees hai,Jo yeh saabit karti hai ki ALLAH TAALA ne NABI Sallallahualaihiwasallam ko Ilm e Ghaib ataa kiya..Makaan wa Mayakoon ka ilm ataa kiya.
Hum Quran ki chand aayat aur uski Tafseer Dekhte hai.

aqaaid e ahle sunnat quraan o hadees ki roshni me

on Thursday, August 27, 2015




                                                            


KYA ESAALE SAWAB JAIYAZ HAI



Answer. Hzrat Saad RadiyALLAHu Anhu Ne Arz Ki YaRasooLALLAH! 
{Alaihisalatu Wassalaam} Meri Maa Ka Inteqal Hogaya To Konsa SadqaAfzal 
He? Farmaya PAANI Ka! Phr Unho Ne KUNWAN [Well] Khdwaya Or Kaha Ye 
SaadKi Maa Ka He

(AbuDaud J1 P#236) (Musnad e Ahmed J5 P#275) (Behiqee Snan Kubra J4 P#185)

rts

print

Popular Posts