Friday, July 13, 2012

ZIYARATE QUBOOR OR SHIRQ KA ILZAM



Q.

assalamualaikum.kuch log kehte hai ki ahle 

sunnat wale mazaar parasti karte hai(grave 

wroshipper) hai ab yeh log ko kaise samjhaye 

ke hum mazaar par ibaadat nahi karte hame 

malum hai ke sirf ibadat allah he ke liye hai or 

ibadat ke layakh sirf allah hai....





In Hindi

Jaise ki ye Wahaabe log kehte hai ki hum log 

kabron ki puja karte hai yaani ke hum log Allah ke 

saath kisi aur ki ibadat karte hai aur ye shirk hai 

Maz Allah to aap in logon ko ye hadeesein dikha 

sakte hai:

Musnad Ahmed 5/428
23680Nabi Kareem sualalahualaihewasallam ne 

farmaya "main tum pe jis cheez se darta hun woh 

hai Shirk Al Asghar (Chota Shirk) Sahaba ne pucha 


ye shirk kya hai, aap ne farmaya "Riya yaani 


dikhawa"

Nabi kareem sualalahualaihewasallam ne Shirk Al 

Akbar nahi kaha jo ke Allah ke saath kisi aur ki i


badat karne ko kaha jaata hai bulke kaha Shirk al 

Asgar jo ke riya hai (Dikhwa in ibadat) Ye is baat ki 

dalil hai ke is ummat mein koi shirk nahi karegaa.

Dusri hadees:Sahi Muslim 485

Nabi kareem sualalahualaihewasallam ne farmaya 

"Maine tumhe kabron ki ziyarat karen ko mana 


farmaya thaa lekin ab tum kabron ki ziyarat kar 


sakte ho"



Allah behter jaanata hai ke muslim log aage jaake 

kya kareinge to agar woh log shirk kareinge kabr 

pe jaake to kya Allah ke Nabi hume kabhi kabron 

ke paas jane ka hukm dete?
Ye Wahabee/Ahle khabees log fir aise kaise bol 

sakte hai. 

Tisri hadees:Sahih Bukhari Book 56 Hadith 803

Nabi kareem sualalahualaihewasallam ne farmaya 

"Kuch log aise aayenge jo dusro ko jahannam ke 


taraf bulayenge aur jo log unko maneinge woh log 


jahnnam mein phek diye jaayenge. Sahaba ne arz 


ki "Ya Rasul Allah unke bareim mein batayiye". to 


aap ne farmaya "woh humare honge aur woh 


humari zubaan bolenge" Sahaba ne kaha agar 


meri zindagi mein aisa ho to kya karun Huzoor ne 


farmaya "Jamaah Musalmanon aur unke Khalifa 


ke saath raho".......



In Wahabeeyon se kaho ke aaj Sabse Badi jamaat 

woh hai to Dargha pe jaate hai aur jo Muqallid bhi 


hai.



Quran mein Allah farmta hai:

"Tum sabse behterin ummah ho." [Soorah Aali-

'Imraan 3:110]

Ye kaise ho sakta hai ke sabse behterin ummah 

mein sabse zadaa Mushrik ho?

Aur ek hadees:
Nabi kareem 

sualalahualaihewasallam ne farmaya"Main us 

shaks se darta hun jo Quran ko padhlegaa aur 


uska chehra munnwara ho jayegaa aur woh 


aayega Islam ko bachane. Ye jub tak Allah chahta 


hai tub tak hoga fir us se ye sab kuch leliya jaa


yegaa jub woh ye sabhi cheezon ko apne peeth ke 


peche rakh degaa aur talwaar lekar apne padosi ko 


SHIRK ka fatwa degaa. Sahaba ne arz ki in mein se 


Shirk ka haqdar kon hoga Nabi kareem 



sualalahualaihewasallam ne farmaya woh jisne 


Shirk ka fatwa diya (Yaani ke padosi nahi bulke 


woh jisne padosi ko Mushrik kaha)



Ye sabhi hadees bilkul sahi hai aur ye Wahabaiyon 

ke zubaan se bhi nikala hai ke ye sabhi hadees 


sahi hai.

Is hadees se ye pata chala le dusron ko mushrik 

kehna galat hai aur ye ho sakta hai ke dusron ko 

mushrik kehne se khud woh log hi mushrik na ban 

jayae
is link par clik karein
A.

In English

You can quote them some hadees which are as 

follows:
As they mean to say that we worship graves then 

this would mean that we are associating partner 

with Allah Maz Allah where as our Prophet 

sualalaahualaihewasallam said as 

follows:Musnad Ahmed 5/428 
23680
"Messenger sualalaahualaihewasallam said: "The 

thing I fear for you the most is ash-Shirk al-

Asghar (minor shirk)."The companions asked 

"Oh! messenger of God, what is minor Shirk?"He 

replied "Ar-Riya (showing off), for verily God will 

say on the Day of Resurrection when people are 

receiving their rewards, 'Go to those for whom 

you were showing off in the material world and 

see if you can find any reward from them." 

Prophet sualalaahualaihewasallam only feared 

for Shirk Al Asgar which is showing off and not 

SHIRK AL AKBAR which is associating partner 

with Allah, like worshiping someone other than 

Allah. This is more than enough to proove that 

this ummah is saved from SHIRK AL AKBAR.

Another hadees:
 
Sahi Muslim 485
Narrate

d Buraydah ibn al-Hasib
The Messenger of Allah (peace be upon him) 

said: I forbade you to visit graves, but you may 

now visit them; I forbade you to 
eat the flesh of sacrificial animals after three 

days, but you may now keep it as along as you 

feel inclined; and I forbade you nabidh 
except in a water-skin, you may drink it from all 

kinds of water-skins, but you must not drink 

anything intoxicating. 

Allah knows well about everything and if 

muslims were going to worship graves in future 

will Prophet sualalaahualaihewasallam ever allow 

us to go near them? How can these 

Wahabees/Ahle khabees speak like that!!.

Another hadees:

Sahih Bukhari Book 56 Hadith 803 
Narrated Hudhaifa bin Al-Yaman: 
,
..... He said, "Yes, there will be some people who 

will invite others to the doors of Hell, and 

whoever accepts their invitation to it will be 

thrown in it (by them)." I said, "O Allah's Apostle! 

Describe those people to us." He said, "They will 

belong to us and speak our language (i.e Arabic) " 
I asked, "What do you order me to do if such a 

thing should take place in my life?",He said, 

"Adhere to the CONGREGATION OF MUSLIMS 

and their Chief." I asked, "If there is neither a 

group (of Muslims) nor a chief (what shall I do)?" 

He said, "Keep away from all those different 

sects, even if you had to bite (i.e. eat) the root of 

a tree, till you meet Allah while you are still in 

that state." 


Tell him that Majority of Muslim are Sunnis and 

go to Darghas and are Muqallids Alhumdolillahe.


Also in quran Allah says:

"You are the best nation raised up for mankind." 


[Soorah Aali-'Imraan 3:110]

How can this best nation have majority of people 


who commit SHIRK!!!!!

Also give them this hadees:

Hudhaifa i.e. Ibn al Yaman (ra) said that the 

Prophet  (sal-lal-lahu alai hi wa sallam) said: 

Verily, I fear about a man from you who will read 

the Qur'an so much that his face will become 

enlightened and he will come to personify Islam. 

This will continue until Allah desires. Then these 

things will be taken away from him when he will 

disregard them by putting them all behind his b

ack and will attack his neighbor with the sword 

accusing him of Shirk. The Prophet was asked - 

which of the two will be deserving of such an a

ccusation? - The attacker or the attacked? The 

Prophet replied - the attacker (the one accusing 

the other of Shirk) 


Narrated by Ibn Hibban in his Sahih, Tahqiq 

Nasir Albani, Volume 001, Page No. 200, Hadith 

Number 81] Nasir Albani said: 'this hadith is h

asan' also see [Silsilat al-ahadith al-sahihah - 

Albani (Wahabee Scholar whom wahabee cannot 

object at all) Volume 007-A, Page No. 605, Hadith 

Number 3201] 


So tell them that this hadees shows that calling 

someone as mushrik in this ummah is wrong 

and it may make them as mushriks just by 

calling a muslim as a Mushrik!!!!
>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>

Dev ke bande or iblis ke bhai kahte brailwi geruAllah ke aage sajda krte ye kabar k pujari Raza khani kahthe or Alahazrat jhuta bohtana lagate he, Aj jo mazar sharif me Na jayaj kam horahe isme Aulama Ahale sunnat Brailiy sharif ka koi taluq nhi, Maslak E Alahazrat ger Allah ke aage sajda krna shirk kahta h, Qabar par jis tarah Nabi alaiysalam sahaba, bujurgo ne hazri di is adab se hajri dene ki ijajat deta he, Na ki kabar ko pujna, aurato ko kabar, majar, par jana kataee haram he Alahazrat Rahmatullah alaiy ne ye Sub ger riwaz biddate Radd ki he

"Roza e Anwar Ka Na Tawaf Karo
Na Sajda, Na Itna Jhuko Ke Ruku Ke
Barabar Ho, Huzur Ki Tazeem Unki
Ita'at Me He"
(Fatawa Razawiya 10/769)
Malum Hua Ke Mazaarat Par Sajda
Karne Waley Juhala Me Se Hen Aur
Isey Ahlesunnat Ke Sar Daalna
Sarasar Khayanat He.
#2:
Mazaar Sharif Ko Bousa Dena Aur
Tawaf Karna:
"Mazar Ka Tawaf Baneyat Tazem
Najaiz Hai, Tawaf Sirf Kaabe Ke Lye
Makhsus He, Bousa Dene Se Bachna
Chahiye, Ulma Ka Is Masle Mein
Ikhtalaf He, Aastana Bousi Aur
Aankho Se Lagana Jaiz He"
(Fatawa Razawiya 4/08)
#3:
Jab Ke Paish e Nazar Jaliyaan Hon:
"Khabardar Jaali Sharif(Huzoor Ke
Mazaar Ki) Ko Bosa Dene Ya Hath
Lagane Se Bacho Ke Ye Khilaf e
Adab He Bulkey 4 Hath Faasley Se
Zyada Qarib Na Jao, Ye Un Ki
Rehmat Kya Kam He Ke Apne Huzur
Bulwaiya" (Fatawa Razawiya
10/765)
#4:
Mazaarat Par Chaadar Charhana:
"Mazaar Par Jab Chaadar Mojud Ho,
Kharab Na Hui Ho Badalne Ki Haajat
Nahi Tu Chaadar Charhana Fuzul
He, Bulkey Jo Daam Is Me Sarf
Karen, ALLAH Ke Wali Ko Esaal e
Sawab Karne K Lye Kisi Mohtaj Ko
Den" (Ahkaam e Shariyat 1/42)
#5:
Urs Ka Din Muqarrar Karne Me
Maslihat :
"Auliya KiArwah e Tayyiba Ko Unke
Wisal Ke Din Quboor eKarima Ki
Taraf Tawajju Zyada Hoti He, Chuna
Chey Wo Waqt Jo Khaas Wisaal Ka
He, Akhaz e Barakat Ke Lye Zyada
Munasib Hota He"
(MalfuzatSharifP#383)
#7:
Urs Me Aatish Baazi Aur Niaz Ka
Khana Lutana Haraam:
"Aatish Baazi Israaf He Aur Israaf
Haraam He, Khane Ka Aise Lutana
Be Adabi Aur BeAdabi Mehrumi He,
Maal Ka Israf He. Roshni Agar
Masaliha e Shariya Se Khali Ho To
Wo Bi Israaf He"
(Fatawa Razawiya 24/112)
#8:
"Randiyo Ka Naach Be Shak Haraam
He, Urson Me Be Qaid Jaahilo Ne Ye
Maasiyat Phelayi He"
(Fatawa Razawiya 29/92)
#9:
"Agar Wajd Saadiq (Sacha) Aur Haal
Gaaib Aur Aqal Mastoor Aur Is
Aalam Se Door He To Is Par
ToQalam Hi Jaari Nhe, Agar Ba
Takalluf Krta He ToHaraam, Riya Ke
Lye He To Jahannam Ka
MustahiqAur Saadiqeen Ke Sath
Tashbih Ki Niyyat He To Hasan He"
(Malfuzat P#231)
#10:
Hurmat e Mazaamir:
Mazaamir Yani Aalat e Lahw o
La'ab Bila Shuba Haraam Hen Jin Ki
Hurmat Auliya Aur Ulama Key
Kalimaat Me Wazeh He. Unkey
Sunn'ney Sunaney Ke Gunah Hone
Me Shak Nahi. Aur Saadaat e Chisht
Ki Taraf Unki Nisbat Iftera He.
(Fatawa Razawiya 10/54)
#11:
"Nasha Haram He, Nasha Ki
Cheezen Peena Jis Se Nashe Baazo
Ki Munasibat Ho Ye Bi Gunah
He" (Ahkam e Shariat Part2)
#13:
"Sajda ALLAH K Siwa Kisi K Lye Nhe,
Gairullah Ko Sajda e Ibadat Shirk
Aur Tazimi Haraam"
(Azzubdatu Zakiyya P#5)
#14:
"Qabro Ki Taraf Shama Lejana
Bid'at Or Maal Ka Ziyaa He" Aage
Kuch Soorton Me Jaiz Likha.
(AlBareequl Manaar... P#9)
#15:
TAAZiYA:
"Farzi Mazaar Banana Aur Uske
Sath Asal Ka Sa Muamla Karna Na
Jaaiz Aur Bid'at He"
(Fatawa Razawiya 9/425)
#16:
AURAT Aur MAZAAR:
"Jis Waqt Aurat (Mazar Par Jane K
Lye) Ghar Se Irada Karti He La'nat
Shuru Hojati He Aur Jab Tak Wapis
Aati He Malaika La'nat Krte Rehte
Hen. Siwaye Roza e Rasool K
KisiMazaar Pr Jane Ki Ijazat Nahi, K
Wo Zarya e Magfirat He"
(Malfuzat P#240)
#18:
Mazar Pe Haazri Ka Tariqa:
"Paainti (Qadmon) Ki Taraf Se
Jaaye, Kam Az Kam Chaar (4) Haath
Ke Faasley Par Mawajeh Pr Khara
Ho, Ba Adab Salam Arz Karey. 3
Baar Alhamd Sharif, 1 Martaba Ayat
ul Kursi, 7 Martaba Sura e Ikhlas
Tilawat Karey.
(Fatawa Razawiya 9/522)
es

Ahmad Sai

No comments:

Post a Comment